what is more difficult bonus recovery or profit earning????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is more difficult bonus recovery or profit earning????
    dear members aj ap log apny apny experience se ye btaen k agr hmara loss hojata ha jo k recovery krna prti he to kia loss k bad bonus recover krna zyada mushkil hota ha ya trading kr k profit earn krna????mera to khyal ye ha k loss ko recover krna bht mushkil ha.ap logon ka kia khyal ha????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye to depend karta hai k ap ki kai state hai jaisy kuch log trade lagany se darty hai aor luch log hai jab aun ki trades loss mai jati hai to aus time aor ghaltian karty hai ais liay jaha tak sawal hai recovery ka to aus mai banda risk zayda ly to behtar hota hai ya to account wash ya recover.
    • #3 Collapse

      Profit earning tou forex trading main bahot zyada mushkil hai but kuch na kuch earning ham ker hi lety hain but agar kisi trade main loss zyada ho jaey tou usy recover kerna bahot hi zyada mushkil hota hai ky ham aksar recovery time per apna account wash kerwa lety hain
      • #4 Collapse

        mere khayal me loss ko recover zada mushkil hota hai dost q k loss recovery krte huwe humare ander tention hoti hai k loss recover krna hai or hum udas bhi hotay hain q k jo bhi hum profit banate hain wo loss recovery ka hota hai profit for withdrawal ni hota hai es lia behtar yahe hai k hum kam se kam loss karen apnay account me.
        • #5 Collapse

          Jab loss ho jata ha tu loss ki recovery kerna sab se zada difficult hota ha is se mind per tens a jati ha k kasy loss ko recovery ki jaey or zada risk ly kr kam kerna parta ha is liy akser or b zada loss ho jata ha. Pichly loss ko recovery k chaker men.
          • #6 Collapse

            Profit earning ziada mushkil nahi hai balkay sb se mushkil last loss ko recover krna hota hai. kyun k uss ko recover kiye beghair aap profit earn nahi kr sktay
            • #7 Collapse

              is paremi Bhai mera point of view hai ki Dono Cheez Hai Mushkil Forex Dekhne Mein Aasan hai lekin karne mein bahut Mushkil Hai Is Mein Hame Achche Lagne aur strategies ke sathi chat karna Hogi Phir Hai Hum accha profit and kar Sakenge Agar Hum lot size ko Chahta Rakha Toh Phir Hum forest made long-term chal sakte hain aur Agar Na Lage Karenge Toh Phir Hame nuksaan hoga Agar Thoda Sa Bhi Na Socha Hai To Hum under pressure ho jate hai Jaise Hame recovery karne mein Mushkil Ho Jati Hai toh kabhi bhi padh ilaj ke sath uski recovery nahi hoti Hamesha Prasun Hoke Kare aur recovery kare
              • #8 Collapse

                g han ap ny sahi bat ki hai jub hmain loss hota hai tuh hamain loss ko cover karna boht mushkil ho jat hai q k agli trde main hmari trdaing main rsik zeyda face karna parahta hai es liye hmain chahye k hum apni trdaing main apni lot ko kam kar k trdaing karni chahye ta k loss hony par agli trdae main margin hona zarori hota hai
                • #9 Collapse

                  forex trading main agar hum profit earn karna chahty hay to humay chahiye keh es business main money management karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay sahi say seekh kar trading karnay main he faida hota hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai jub hmara ccount wash ho jata hai tu hmain boht mushkil pesh ati hai or es k ilwa aik or abt jub hmain loss ho jata hai tab bhi os loss ko cover karna bhi boht muskil hota hai q k loss k bad hmara confidence level bhi waek ho jat hai or mazzed loss na ho yah bhi fear rahta hai es liye ayh donu factor he boht mushkil k hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X