What is the main reason for loss in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the main reason for loss in forex trading?
    Forex trading loss karne ki kuch main reasons hen:
    (1) Demo par acchi tarha practice nahi karna.
    (2) Forex ki acchi knowledge hasil nahi karna.
    (3) or Forex market men mehnat nahi karna.

    Men samjhta hun ke ye 3 reason forex trading men loss karne ki main reasons hen. Ap log is barey men kia kehty hen? or kon kon c reasons hen jis ki waja se hamen Forex trading men loss hota hey?
     
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear ye to ap ki post ko study kia hai apf mai ap ki aos baat se agree krta hu bahot sary log hai jo ye ghaltian kar rahy hai aor aun ko samjh bhi aati hai k ye ghalti hai magar wo apni ghalti sahe ni karty ab bas dekh lo kai hai sirf apna loss karwa rshy hoty hain.
    • #3 Collapse

      mery mutabiq forex main nakami ki sb sy bari waja lalach hai..new traders ziyada profit bnany k chakar main account ki worth sy ziyda lot ize use karty hain kis ki wja sy un ko loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Gamex پيغام ديکھيے
        Forex trading loss karne ki kuch main reasons hen:
        (1) Demo par acchi tarha practice nahi karna.
        (2) Forex ki acchi knowledge hasil nahi karna.
        (3) or Forex market men mehnat nahi karna.

        Men samjhta hun ke ye 3 reason forex trading men loss karne ki main reasons hen. Ap log is barey men kia kehty hen? or kon kon c reasons hen jis ki waja se hamen Forex trading men loss hota hey?
        Bhai mere main waja jo he forex me loss krne ka wo ye he k ap ki knowledge kam hoti he forex seekhne me kuch reh gaya hoga agar koi dil se seekhay ye forex trading air achi startegies banay aur achay plans banaye tu kabhi loss nhe hoga
        • #5 Collapse

          mein reason hain acchi knowledge hasil karna jab tak acchi taarha knowledge na ho loss to laazim karna hain. jab knowledge ho tab demo ki zarurat phar sakta hain jis mein apni hi knowledge ko conform kar sakta hain k jo maloomat un k paas hai wo kaam karta hain ya nahi demo ka maqsad yahi hota hain. or demo k zarey hi market ki experience ho jata hain.
          • #6 Collapse

            Yeah sab resons bhi apni jaga theak hain but main resons for loss yeah hoti hain ky ham without any analysis kisi bhi pair main just market ki movement daikh ker trade pen ker lety hain aur loss increase hona shuru ho jata hai aur loss ko increase hony dety hain sl use nehi kerty
            • #7 Collapse

              forex me mere nazdeek subse bari loss ki waja humare lalchi pan hota hai jab hum lalach krte hain to hum wo sub gawah dete hain jo humne es se earn keya hota hai or wo bhi jo humne esme lagaya huwa hota hai or baqi dost ap k points bhi no doubt perfect hain esi lia hume chahe k hum en points par mehnat karen
              • #8 Collapse

                Jee bilkul bhai ap ne bilkul sahi kaha keh forex trading men hamare loss ki main reason greed hey, agar hum forex trading men trade karty huwy apne emotions ko control karna seekh len or greed na karen to hum ziada profit kar saken gey or hamen forex market men or ziada accha result mily ga.
                   
                اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
                • #9 Collapse

                  G bilkul ap ki post kafi informative hai is lehaz sy k members kis trha apna loss km sy km kar skhty hain aur jo ap nay reasons batai hain wo bilkul sahe hain agar hm demo pay practice kren aur knowledge hasil kren aur mehnat kren toh hmra loss km ho jaye ga aur hm aik achy trader banen gy
                  • #10 Collapse

                    ASSALAM O ALAIKUM TO all member of forum is mn ap ki bat bilkual thek hy loss ki jo sb sy bari wajah hy wo is kam knowledge or expernice hy is ko karney k lye sb sy pehly is ko karney k lye is ko demo pr pratice karney phr ap ko kabhi loss nhn aye ga
                    • #11 Collapse

                      trades open karny key bad bar bar orders me changing aur trades ki direction ko change karna be loss ka reason ho sakta hay, agar ham ne market ko analysis kia ho aur jo trades ham open kar lety hey esy trades me stop loss aur take profit laga kar patience karna chaye
                      loss ka reasons bahot zeyda hoty hey traders bahot si esi mistakes karty rehty hey jes ki waja se un ko loss ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        brother agar aap ne jo poste ki hai in par knowledge hasil nai kya phir aap loss uthain gai loss ki or b wajah hai trade boht zaida galt laga daina aap time frame or news par b nazar nai rakhte jidhar dil kya trade laga do phir loss hi ho ga behtar hai money manager bano
                        • #13 Collapse

                          G han ap ki bat bilkul theek hay forex trading main wo log kamiab nai hote jo is ko samjhe bgayr hi trading karte hay achi stregtegi ka istmal nai karte aur na hi trading ki practice karte hay aur is surat main unhay loss ka samna karna parta hay so lossse bachnek liay humay cahiay hum pehly trading ko sikhe
                          • #14 Collapse

                            you are right. ye hi waja ha jab ke pass knowledge hi nhi ha to ap yaqin paise loss krne ka record tor do ge is lye zaroori ha forex trading ke baare m ilm hasal kar ke ap forex demo k zariye trading karna pahle seekhy jis ke zariye ap ko bohat tazarba hasal ho ga.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere khayal se forex me loss hone ki main reason ye h k ap trading ke doraan laparwayi se aur bina soche samjhe trade karna shoro kr dete h aur market ke lehaaz se trading nhi krte jis ki waja se paise loss hote he.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X