Is there any consistent profitable indicator?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is there any consistent profitable indicator?
    Mera sawal ye hey keh kia koi aesa indicator hey jo hum continuous profitable signals deta rahy? Matlab aik aisa indicator jo hamen bilkul accurate market movement bataye or hum usko follow karty huwy trades len or hamen trading men loss na ho?
     
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ab hum ye ni keh sakty hai k ap sirf aik indicator ko pakar ley aor aus par trading karty jaye dear asal mai baat ye hai k hum ais market k sath agar koi achi trading strategy bana k kaam karty hai to hum ko ais mai faida hota hai ais liay hum ko chaye k sirf aik indicator ka khyal zehan se nikal dy aor kam az kam 2,3 cheazy use kry aus k baad entry leni chaye.
    • #3 Collapse

      Jee ap ne kaha ke ham aik indicator ka khiyal dimag se nikal den or kam az kam 2-3 indicators par focus karen. Ap batayn koi 2-3 acchy indicators ka name ta ke men un indicators ko learn kar sakoon or wo indicators market analysis karty waqt use kar sakoon ta ke men ziada profit kar sakoon.
         
      اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
      • #4 Collapse

        forex trdaing main trdaing karny k liye hmain marlet ko folow karna hotya hai jub ap market ko current situaion ko chek kar k trdaing karty hain tu hmain achi trades mil jati hai or hum achi trdaing kar k acha profit bhi hasil kar lety hain es liye hmain chahye k hum market ko hmaisha follow kar k trdaing karen
        • #5 Collapse

          asslam.o.alikum.bahi jan agr ap forex my ik achy trader hy ya is my achy trader banana chahty hn to ap ko ik he pair pr trading nahe krni chahey.or pair jo b ho agr humy us ka thek sy use krna ata hy to hum usmy profit earn kr sakty hn.
          • #6 Collapse

            forex trdaing main indicators tu boht se hmain maghr hmain apni eraning ki base par trdaing karni chahye hmain indicators ko use nahi arna chahye q k jub hum indicators ko use kar k trdaing karty hain tu hum main leraning ka factor kam ho jta hai or hmain yah lgta hai k hmain ab kuj bhi sikhny ki zaraoart nahi hai tu apko chahye k ap es main khud mahnat karen
            • #7 Collapse

              agar hum indicators ki theak say setting karen gay to he hum en say acha result lay sakty hay aur humay chahiye keh esmain lalach bhi na karen aur market main trade hamesha trend main reh kar he karen tab hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur esmain safe reh sakty hay
              • #8 Collapse

                dear traders ap ko aisa koi b indicator nehi milay ga jo ao ko buy sell ka signal deta rehay or ap apni eye band kar kay trading kartay rehay ap ko forex me consistent kay sath profit earn karnay kay liey bohat zada hard working ki need ha ap ki learning ap ka knowledge or ap ka exprience hi ap ko consistent kay sath profit day sakta ha is kay liey ap forex me sirf indicator par hi nehi balkay pric action trading par b focus karna ho ga or fundamental analysis par b tabi ap successful trader ban saktay hain
                • #9 Collapse

                  agar hum regular earning karna chahty hay to humay sary analysis karna seekhna chahiye kyun keh analysis kar kay seekh kar he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob mehant karni chahiye aur esmain sab say ziada use honay waly indicators moving average hay es say hum achi trade lay sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Jee bilkul bhai ap ne theek kaha ke agar hum forex trading men consistent profit karna chahty hen to hamen market analyse karna proper seekhna pary ga, agar hum technical analysis karna seek lety hen to hum Forex trading men accha profit earn kar sakty hen or hum is men kamyab ho skaty hen.
                     
                    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
                    • #11 Collapse

                      Nai jnb jahan tak mera khayal ha aisa koi indicator nai ha jo apko sirf aur sirf faida day jahan tak me samjhta hun forex main analysis news aur combination of indicators ki madad say hota ha aik indicator pay trust nai kea ja skta aur na he aik indicator apko lgataar profit day skta ha so yeh bat apnay mind say nikal dain m aik indicator apko har dfa profit day ga. Lga taar profit k leay achi khasi effort chaheay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        asa koi indicator nahe hota jo consistent profit trades deta ho asa koi indicator nahe hota jo aap ko direct trade signal deta ho, indicator profitable nahe hota indicator sirf instruction deta hay aik jaiza de sakta hay market indicator kay saath chalti market kay momentum ko trace karta hay indicator esliye indicator se aap mazeed accuracy letay ho har indicator ka apna method hay...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X