Forex market main sentimental annaylisis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main sentimental annaylisis
    dear forex market main jab bhi ham apnay insta forex bonus accounts per trade karnay lagain.
    agar hamain trading nahi ati mean basic technical annaylis nahi karnay atay to hamain chiay kay sentimental annaylisis karain.
    Sentimental annaylis main aap ne geo political issues ko daikh kar or different websites kay technical annaylis read kar kay idea base trading karni hoti hain apnay insta forex bonus account per. so do not panic if agar aap ko trading nahi ati.
    Just trade on your insta forex bonus account via sentimental annaylisis.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaisy ap ne baat ki hai analysis ki to mainy to ais k bary mai jo kuch suna hai wo sirf ye hai k hum aik to technical analysis karty hai aor dosra fundamental analysis karty hai jaha tak baat hai sentimental ki to ais k bary mai aj tak ni parha mainy.
    • #3 Collapse

      Bhai ap ke baat bilkul theek hai aur yeh he attitude hota hai ek teacher ka ya experience trader ka new loogn ko guide karne ke lea ap jo bhe analysis karen ap ka basic purpose khud py trust kar ke trade karna hona chahye
      • #4 Collapse

        G sentimental analysis main jo important cheez aapko mily ge wo jis currency pe aap trading marna chah rahy hain us se related saari news aur us county ke soorte haal. Ye news most of the time market prices ko move karti hain aur es base pe market up down hoti hay.
        • #5 Collapse

          slaam to all group memebrs.. mah na fundamental analyze ka bara mah tu boht suba ha ur mah isa instaforex ki website sa aksar read bhe karta hun lakin ya sentimental analzye phli bar sun raha hun jissa ka app na kaha ya ur country ka halta ka bara mah report batata ha jisa ka political halat ka bara mah ya information boht achi ha mah chek kron ga isa bhe zaror..
          • #6 Collapse

            Dost ap ki baat theek ha but un ententional traders ki buying ya selling bhe sentimental analysis main ati hai jes main professional traders ki koi buying nahe hoti hai our app ko us time buying nahe ya selling nahe kerni chay mean jab koi bhe technical indicator ya set up na ban raha hoo
            • #7 Collapse

              han je bilkul agar hum kise country k currect halaat dekh kr trading krte hain unki economical condition k hesab se to hum acha earn kr skte hain q k hume un k baray me knowledge rakh kr ye pata hota hai k filhal enki currency nechay jayegi ya phir uper jayegi usi hesab se hum trading kr k acha profit bana skte hain
              • #8 Collapse

                forex trdaing main jub humary pass knowledge nahi hota hai tu hmain apny anlsye ko use karna lazmi hota hai jub hum tehnical anlsye use nahi kar skty hain tu apko chahye k ap sentemanal anayse use kar k trdaing karni chahye qk jub hum analsye use kar skty hain tu hum achi trdaing kar skty hain
                • #9 Collapse

                  bahi jan mary nazrye k mutibik many aj tk br tacnical analysis or dusra fundamantel analysis he suna hy or isi ko use krta hu.or ye dono he profitable hy,lkn agr thek sy use krny aty ho.lkn mny aj tk sentimental analysis k bary my nahe suna.
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main jis analsye ko sue kar k sub sezeyda trdaing hoti hai wo tehnical anslyesse hain es k ilwa fundamentalanlsyeses bhi kafi had tak use hoty hain es liye hmain trdaing main analysess ko use kar k trdaing karni chahye ta k hum achi trdaing kar saken or yahi nalsye acha profit de dety hain
                    • #11 Collapse

                      forex market main sentimental analysis bhi bohat aham hay agar hum market main har kisam kay analysis karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen kyun keh mehant kar kay trading karnay main he faida hota hay aur safe reh sakty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        sentimental analysis bhi aik bohat zaroori analysis hay agar hum forex trading main future main earning karna chahty hay to humay chahiye keh esmain har kisam kay analysis karna seekhy tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main khoob focus karen tab he achi earning kar sakty hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X