Forex trading main indicator per kam karnay say pelay support or resistance areas jan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main indicator per kam karnay say pelay support or resistance areas jan
    Dear forex trading main agar ham success full hona chatay hain to hamain chiay ho ga kay Pakistan forex forum per say jo ham bonus hasil kartay hain.
    indicator per ya indicator ki peaks limit per trade karnay say pelay ye zaroor jan lain kay support or resistance area hona chiay.
    Agar market trend main hua agar narket trend main hua to next support anay tak aap ko indicator wali trades loss he dain gi::)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap k baat se main bilkul agree karun ga lekn aj ka new traders un support and resistance levels py bilkul kaam nahe karta balky fancy stuff jasy indicators ke peche par hata hai
    • #3 Collapse

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye baty yaad rakhni chaye k agar hum koi bhi indicator use kr rahy hai aor wo hum ko trade dy raha hai to trade lagany se phly hum ko resistance aor support check kr leni chaye aus k baad hum ko trade lagani chaye.
      • #4 Collapse

        slaam to all group memebrs.. forex trading mah indicator use karna chye sepcailly support and resistance level ka lyia is ko paviot point bhe kahta hain kisi bhe market ka 7 levle hota hain iyk darmyan wala jisa paviot point khta hain ur 3 is ka up jo ka support level hota hian ur 3 isa ka nicha hota hain jo ka resistance level kahlata hain humin in par zaror gor karna chye..
        • #5 Collapse

          Yap ap ki baat say agree kerta hoon forex main ager koi trader kamyaab hona chahta hai to dosto us ko aik to indicators ki peak point our khas toor pay support and resistance area ban rha hoo us man rhety hoey trade kerni chahy pher he ache earning ki ja sagit hai our bonus accounts ko zero honay say safe kia ja sagta hai
          • #6 Collapse

            han dear ap sahe keh rhe hain es se behtar yah hai k hum kise indicator k sath febonannci chart bhi draw kr k rakhen takay es se hume support or resistance ka pata chalta rahega market ki move k sath sath phir jese he wo kise support ko touch kare or phir resistance ki taraf jaye or sath me apka indicator bhi apko yahe signal de to ap trade lagalain acha profit milega apko.
            • #7 Collapse

              g han apki bat sahi hai forex trdaing ain boht se tradors indicators o use kar k trdaing karty hain tu ji trdaors indicators ko use karty hain tu pahly hmain support or ristatmnce ko chek karna boht zarori hota hai or jub hum yah chek kar k trdaing karty hain tu hum achi trading kar paty hain or profit bhi milta hai
              • #8 Collapse

                Dear ap jab tak forex mai seekho gy nhn ap ko idea nhn ho ga k ye business kese move karta hai aur ap ko kis waqt market mai enter hona cahiye lehaza sath sath ap ko aage chalna hai aur smjhna hai k ye business ap ko boht he kam waqt mai boht he acha faida de skta hai es liye ap ko mehnat karnii hai aur enjoy karna hai soo ap mehnat karo aur acha kam karo...
                • #9 Collapse

                  support aur resistance level ki identification indicators hi kar sakty hey market opening aur closing price se support aur resistance level ki calculation ki jati hay, agar traders support aur resistance trading strategies ki trading karty hey to zeyda success key chances ho sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main trdaing k liye support or restance level ko chek kar k kari chahye qk ap en level ko chak arty hain tu ap ko achi trah amarket ka pta chalata hai k ap ny kis trha trdaing karni hai or apko apny indicators ko bhi kis had tak es main shaamal karna hai
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main differnet kisam kay indicators use karen gay to en say humay market kay bary main bohat sari help mil jati hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay so humay chahiye keh es business main mehant karen tab he safe earning kar sakty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bohat say indicators forex market ko understand karnay kay liey use hoty hay agar hum forex trading ko sahi say samjhna chahty hay to humay chahiye keh differnet indicators ki theak say setting karen kyun keh sahi say setting kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay esmain khoob focus karna chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X