target aor goal bna ky TRADING krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    target aor goal bna ky TRADING krna
    Dear members daily weekly aor month ky target aor goal bna ky trading kren over confidence aor over trading bachen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ap bilkul theek kah rahe hain agar ap ke life ho ya trading profilio us main goal nahe hai kuch hasil krne ke lagan nahe hai koe manzil nahe hai to ap kis ke lea fight karen ga kya samne motto rakhen ge isle goal set karna must hai
    • #3 Collapse

      Dear Sir ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai magar mery sath aik masla hai k mai jab bhi koi trade lagata hu to mujh se control ni hota kun k mai jab bhi tp aor sl lagata hu to bar bar aun ko change krta rehta hu ais k ilawa agar trade profit mai aa jayd to sabar ni hota aor close kr deta hu.
      • #4 Collapse

        yes of course Hume Forex trading main target and goal Banakar koi bhi target . isliye Hame chahiye ke hum Jab Bhi Apne Sar Forex bonus account ke upar trading kare Toh Hame Apne analyses acche Rakhna chahiye second aap ko pata hona chahiye Kanji Forex trading Karenge Ek acche trading setup mai read Karke profit and Karenge isliye Hame Apne instaforex accountaccount ke upar JB training Kare to money management course please follow kare
        • #5 Collapse

          G haan market main enter hony k ly best time ka wait karna chahey aur us se pehly market main enter nahi hona chahey. Market main har time aapko acha chance nahi milta aap wait karo gy to aapko hmesha achi trades milain ge aur aap acha profit bana saktyy hain
          • #6 Collapse

            Bahot zaruri hai ky jab bhi ap kisi pair main trade open kerain tou profit ka target aur loss ki limit both pehly sy hi selected hon aur agar same target tak profit hasil ho jaey tou hergiz trade ko profit main continue na kerain warna same trade loss main ja sakti hai aur haeil shuda profit bhi loose ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Humain target aur goal bna kar trading karni chahye.. q keh aisa karny sy hum acha profit earn kar sakty hain..hum taget ko daily basis per set kar sakty hain aur goal monthy bna sakty hain..
              • #8 Collapse

                dear bilkul apne sahe kaha hai hume trading me apnay dailty k weekly k and monthly k targets bana kr trading krni chahe q k es se humare samnay kuch aims and goals hongay jin k lia hume mehnat karengay to humara end of the month 1 acha profit ban jayega esi lia behtar yahe hai k hum trading karen apnay targets k sath.
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main hmari palning boht aham hoti hai jo k hum paln karty hain wohi hmary liye acha hota hai palning main hmara sub kuj manag ho jat hai even k hmari trdaing main risk ka level bhi kam hojata hai or jub palning karty hain tu os par amal karna bhi boht zarori hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay aisy he lalach main trading nahi karni chahiye aik target set kar kay kam karnay main he faida hota hay es trha safe trading kar sakty hay aur loss ka kam say klam chance hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X