Kya ap ne kabhe forex leave karna ka socha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ap ne kabhe forex leave karna ka socha???
    ASLAMUALEKUM fellow members of pak forex forum mara ap se sawal hai ke bohat se start main loog forex main itna loss kar bethty hain jo non recover able hota hai aur us ke baad loog disheart ho jaty hain aur sochta hain aenda wo forex nahe karen ga to kya kabhe ap ke sath bhe aesa hoa hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g nahi bahi hum na kabi is bara mai koi nahi socha ka huma forex ko chorna chaya kiun ka forum ak best aide gai jo post pr bonuse data hai asa koi bi side nahi jo ap ko trading ka lia bonuse dai is lia chorna ka sawal pinda nahi hota loss to hota rahta hain loss s learn krna chaya
    • #3 Collapse

      bhai forex mn asy bahut sy trader ay hain jin ko shuru mn bahut loss hoa lakin koi bhe trader jb aik dafa trade start kr laita gai forex mn tu phr wo kbi leave ni krta q k forex trading aik bahut he asan aor bahut ziada profit wala business hai aor har aik ki punch mn hota hai jo trader aik ghalti ki vjha sy loss krty bhe hain tu wo dobra asi ghlti ni krty as liay forex jesa business koi bhe leav ni kr sukta
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum sir my dear brother Forex trading 1 business hai Jise main job Samajh Kar karta hoon toh usko Kaise Mein Chod sakta hoon toh Uske baare mein maine kabhi Socha Hi Nahi Ki Main Usko chod dunga aur Kabhi Ye Mere Man Mein Aaya bhi nahi kay Forex trading Mein Chod Dunga
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Jin traders ko forex trading main sy loss hota hy un ko forex ko chhorna ni chahiy aur himat ni harni chahiy blky himat kr k forex trading ko seekh k iska mokamml knowledge hasil kr k ap ko dobara sy new siry sy forex trading main trading krni chahiy ta k ap apny loss ko recover kr lo
          • #6 Collapse

            Dear friends, maine to kabi forex ko leave karnay ka nai socha...main forex ko apna career banao ga..yah sab se best business ha q k yah hamain azadi deta ha..ham dunya k ksi bi hesay se aur ksi bi wakt trade open kar saktay hain..
            • #7 Collapse

              start main mere sath bhi howa tha or maine bhe trading ko leave kr dia tha but ek acha dost mila jis ne trading ke bare main muje guide line de or trading ke bare main muje batya or maine bhe hard work kia or es job ko learning kia or main ab happy hon kun ke main ek good trader hon or maine trading main time dia hai or main profit bhe best kr raha hon trading main se kun ke trading trusted hai or great online business hai
              • #8 Collapse

                G nai janab ham.ny abhi Tak na socha hai aur na INSHA ALLAH sochan gy ku keh forex bahot acha business hai jis SA ham bahot kuch earn Kar sakty Han .es SA acha aur compatible business dunia mein aur koi nai hai..me to forex ko pury Josh SA Kar raha Hun aur karta rahun ga INSHA ALLAH..
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                  ASLAMUALEKUM fellow members of pak forex forum mara ap se sawal hai ke bohat se start main loog forex main itna loss kar bethty hain jo non recover able hota hai aur us ke baad loog disheart ho jaty hain aur sochta hain aenda wo forex nahe karen ga to kya kabhe ap ke sath bhe aesa hoa hai???
                  forex trading aik bohat zabardst business hai main is main 6 month sy kam kr raha hon or mujhe is kam main bohat maza ata hai or mainay kabhi bhi isko leave krny ka nahi socha hai q k yahan sy earning bhi bohat achi hoti hai
                  • #10 Collapse

                    walikum asslam nhi bhai ham ne kabhi forex ko chorny k bary me nhi socha asa wohi sochty hain jo zehni tor par kamzor hon jin k irady kamzor hon jo aik bar lose kr k dubara uthny ki himat na kr sakty hon es me wohi insan kam kr sakta hai jis me ye sab kuch bardasht krny ki taqat ho or apny experience or knowledge ko use karty hoy apni mistakes se sabq sekhy or agy barhy
                    • #11 Collapse

                      dear forex aik bahut he acha online business hay jis main jub koi baar enter ho jata hay phir uska is main say nikalnay ko dil he nai kartabmana k is main profit k sath bauht sara lose bhi hay laikin ham sab cha k bhi isko nai chore saktay hain q k jub is ko propper learn kia jaye tab yeh aik friend ki tarha hamara sath daity hay liahaza maine to kabhi bhi nai socha hay k is ko chre doon i like the forex very much.
                      • #12 Collapse

                        jo bhi aik bar forex ko join kr leta ha wo mera nhi khyal k kbhi isko leave krny ka sochy bhi sai keun ye aik lajwaab kism ka business ha jo k specially un logon k liye jo isko part time krty hen.m to forex k business ko leave krny ka soch bhi nhi skta aur mery jitny bhi dost hen wo sub bhi isko join kr k bht khush hen.
                        • #13 Collapse

                          Bat yeh ha k jb bahut ziyada loss kisi bhi business main ho jaye to insan waqti tor pat jazbati ho jata ha aur trading say ukta jata ha mera bhi aik do df trading say dil bil kul uth gaya tha lekin us k bad me nay himmat nai hari. So meray khayal main trading ko chornay ka khayal dil main lanay ki bjaye forex aur fourm pay mehnt krnay ka sochna chaheay.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                            ASLAMUALEKUM fellow members of pak forex forum mara ap se sawal hai ke bohat se start main loog forex main itna loss kar bethty hain jo non recover able hota hai aur us ke baad loog disheart ho jaty hain aur sochta hain aenda wo forex nahe karen ga to kya kabhe ap ke sath bhe aesa hoa hai???
                            Bhai ko aisay sochtay he wo trade nhe bal k juwa khelne me mahir hotay he forex me ap me sabar ka muzahira krna hoga aur raat o raat ameer bannay k sapnay chorne honge thab he ap kamyab trader ban sakty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nahi bhai hum ne kabhi forex ko leave karne ka nahi socha forex trading se earning hoti he or forex trading ko sirf wohi leave kar saghte he jo shortcut se profit lena chahte he forex trading me shortcut ki koi gunjaish nahi hain yaha se agar profit lena he to mehnat or hardworking karke he lya ja saghta hain
                              میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                              انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                              وہ خود ہار نہ مان لے
                              Posts Ache Lage to please Click Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X