Rsi indicator ka use kasy kea jae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rsi indicator ka use kasy kea jae
    ASLAMUALEKUM dear fellow members aj main ek bohat he aeham indicator RSI(Relitive Strength Index)py baat karun ga yeh jitna acha indicator hai utna dangrous bhe hai kuch loog yeh samjhty hai jub bhe yeh overbought ho jae to sell kar do jub oversold ho jae to buy kar lo yeh bohat dangrous concept hai yeh tab possible hota hai jub ap ke market SIDEWAYSmovement kar rahe ho jub bhe market trending main ho ge yeh ap ka indicator ap ko bohat loss da ga and second jub bhe ap iss indicartor py trade karny lagen to left py agar suport ya resistance ho to phr iss indicator ko consider karen nahe to loss ke chances zayada hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Acha analysis diya hay aapne aur jesa k aapne kaha k support or resistance ko lazmi dekha jaay jab pair over bought ya over sold ho. Aur koi bhe indicator use karny se pehly us ko demo pe zaroor aazmaa liya jaay kun k es sy aapko experience ho jaay ga aur mukhtalif halaat ka pata chaly ga.
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bht achi BT batayi hai is liye kisi aik indicator PR human depond ni karnan cahaye 2 ya 3 indicator use Karen unko compare Karen khud bhi analysis Karen aur phir market main entry maarain aur profit hasil karain
      • #4 Collapse

        forex market main rsi indicator bohat ziada use hota hay agar hum eski theak say setting kar kay use karen gay to hum market main bohat achi trade pick kar sakty hay aur esmain kamyab ho sakty hay so humay chahiye keh esmain khoob time dain tab he achi earning kar sakty hay
        • #5 Collapse

          ap ne bohat achi baat sakai hai dear RSI indicator k sath sath hum ko support aur resistance per b focus krna chaiye jis se hum kbi lose nai karay gay.
          • #6 Collapse

            Dear mai ne apni tak koi indicator use nhn kiya mera manna hai k forex boht he simple business hy agar ap sirf aur sirf data aur news ko he follow kar lo tu ap boht he kam waqt mai es business se boht achii earning kar skte ho jo k ap k future ko secure karne k liye boht he zyda faida mand ho sktii hai soo ap ko mehnat karo aur apnii life ko set karo///
            • #7 Collapse

              slaam to all forum members.. shrow shrow mah kafi suna tha is indicator ka bara main mah na isa use bhe kyia ha mah na wqie he is qulyia par amal kyia tha ka jab line up ward 100 ka level ko cross kr jye to sell ki lga do ur jab down ward mah -100 level ko cross kr jye to buy ke laga do lakin ya isa kaam nahi krta is sa muga loss he hota tha market apna level change krti rahti ha..
              • #8 Collapse

                forex market ko understand karnay kay liey hum differnet kisam kay indicators ka use karty hay en main Rsi aik indicators hay jo keh humay market kay bary main bohat achy say guide karata hay so humay chahiye keh esko use karty huway trading karen tab hum market main bohat achi earning kar sakty hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  rsi ko apni apni stragety kay hisab se use kia jaey to ap ko loss nehi bohat zada profit or market ki condifion ko b bata sakta ha rsi ka jo best use ha wo yeh ha kay yeh os wakt tak yeh batata rehta ha kay market kub se over bought or over sold ha or kub tak over bougt or over sold khatam ho gi jub market apni over bought or over sold condition se bahir niklti ha jo kay rsi ki value se hi pata chalta ha waha par reversal ko dhond kar bohat achi trade lagai ja sakti ha jo kay bohat zada reward kay sath profit able ho gi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X