.01 ki lot se tarding karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    .01 ki lot se tarding karna
    Dear jaisa k ham sab ko ilm ha k ham sab se chiti lot pehke use karte hn but mn kuch logon ko fekha ha jo k tradin sirf .01 ki lot se hi karte hn ,, aur is se bari lot ni lagate is ka faida you ha k is se risk ni laina parta aur risk ftee trading mn shumar ki jati ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    new traders ko 0.1 lot size ko use kar key trading karna bahot hi best hay esy traders jo forex business me new hony ki waja se market ko analysis nahi kar sakty low lot size laga kar kam risk kam le kar loss se apny account ki safety kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      ziyada loss sy bachny k liye humain lot size ko kam sy kam use karna chahye.. jitna lot size kam hota hai utna loss aur profit ki ratio hoti hai..is liye new traders ko chahye keh wo lot size ko account ki worth k mutabiq use krain ya kam sy kam use krain...
      • #4 Collapse

        bhai masla .01 lot ka nahe hai agar ap 10$ se trade kar rahe ho to yeh lot bhe bare hai aur agar ap ke account main 1000$ hai to yeh lot lagana phr koe trading hai he nahe iss lea apne balance ke hisab se money managment karen aur trade karen
        • #5 Collapse

          Bhi Jan ap ke suggestions Boht Achi a k lot choti se choti rakhni chiey lekan ye ap k capital pr munsair a agr Ap smjty hain k mera capital strong a to Ap lot ka size bra skty hain Ap ye b k skty hain k is m risk km a lekan is k sath profit b Km ay ga
          • #6 Collapse

            Yeh bat to thek ha k 0.01 ki lot lganay say risk kam ho jata ha lekin profit ka silsla bhi bahut slow ho jata ha agr ap k pas 100$ tak capital ho to us surat main 0.01 lot best rehti ha lekin agr hmaray pas acha capital ha to meray khayal main 0.01 lot ki trade lgana bewaqoofi ha so lot selection according to size of capital honi chaheay. Waisay jo log forex main new hain unko start hamesha 0.01 lot say krni chaheay.
            • #7 Collapse

              jab b hum lot ko set karty hain to humain is main km lot ko lagana start karna ho ga kun kay agr ziada high lot ko set karty hain to is main kafi risk ho sakta hay humain jitni btai gai hay is lot say b achi earning hasil ho sakti hay magr risk to hota hay so humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                lot size ko sahi say use kar kay trading karna bhi bohat zaroori hota hay agar hum daikhy keh humary pass balance hay to es balance ko sahi say manage karna chahiye kyun keh bliendly agar hum trade karen gay to market main earning karnay ki bijey market main loss kar lety hay
                • #9 Collapse

                  mein yeh hi khena chati ho jo b new traders hai wo 0.01 ki hi trade laga kr kam karay warna lose zaida kr sakty hai jb ap k pass skills zaida ho jaye phir risk lay kr kam kr sakty hai.
                  • #10 Collapse

                    dear forex mai ju bnda bhi kamyab hota hai wo moeny mangemnt k rules ko apply kar k hota hai iss leay sab say ziada zrori iss mai yhi rules hota hai ager app money mangement k sath kam karin gay tu apka tuka bhi success hoga mger jesy he ap big lot par ayin gay app ka acha analysy bhi fail ho jata hai suki wja yhi hai k uss mai emotion ajty hain jiss ki wja say asa hota hai.
                    • #11 Collapse

                      dear jahn tak mera mind kehta hai agar ap k pass investment 100 dollars hy ya es k kareeb kareeb hai tu ap ko 0.01 ya 0.02 ki lots pe he trading karni haiye jab ap ki investment sath sath zyda hoti jaye gi tu ap apni trading ko b aage le kar chal skt ehain aur apni amount of trading ko b zyda kar skte hain lekin kam investment k sath zyda trading amout set karna boht he risky hy aur es ka aik he result nikle ga k ap jaldii he es mai loss kar jao g jo k ap ko nhn karna chaiye bal k ap ko learning k bad he ta k ap ko pata hona chaiye k ap k liye kiya cheez faida mand hai aur kiya cheez ap ko loss kar sktii hai...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        lot size humay hamesha manage kar kay he trading karni chahiye kyun keh agar hum theak say esko manage kar kay trade karen gay to he hum market main acha earn kar sakty hay so humay chahiye keh ziada lot size bhi use na karen kyun keh es trha hum esmain earn karnay ki bijaye market main loss kar lety hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X