Ap ki mistakes he ap k liye blessings ho sakti hain agar ap ko remember ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ki mistakes he ap k liye blessings ho sakti hain agar ap ko remember ho
    Mistakes sabi kartey hain mistakes se aik samajhdaar insan sab samjhta ha mistakes see seekhta ha so asa trader jo mehnto hoga planing pe chalnay wala wo mistake ko apni trading mei remember rakahy ga aor osko repeat nai karay ga jiski wajah se wo acha result paiy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan mistakes bohat khaas hoti haen humay seekhnay ka moka deti haen agar koi seekhna chahay tou tabhi faeda le sakta ah humay har surat dekhna chaiye k jo ghalti hwoi ha wo hum next nahe karen gay to success pakki ha warna possible nahe
    • #3 Collapse

      g han jo mistakes ham se trading me ho jati hey us ko mind me agar raka jaye to yahi hamari forex business me success ka reason be ban sakta hay
      learning online be ho sakti hay aur demo account me be magar me samajta hon key best learning trading me mistakes se hi ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        main ap ki bat sy agree karta hon... mistake kisi bhi business,field main kamyabi k liye bahut zaruri hain.. mistakes k baghair kamyabi mumkin nhi hai... lakin humain chahye keh mistakes sy learn krain aur next time phir aisi mistake ko repeat na krain..
        • #5 Collapse

          yes bilkul insan mistakes se he sekhta hai or jab koi mistake hoti hai jis ka result usy lose me dekhna parta hai us k bad insan dubara wo mistake nhi krta mistakes is a best teacher forever
          • #6 Collapse

            Yes hamari mistake hoti Han unsa ham ko learn karna chahya..ta keh next time un mistake SA ham avoid Karan aur loss SA Bach sakan.hamari Jo mistake hoti Han unko haman yad rakhna chahya aur unsa next time bachna chahya..
            • #7 Collapse

              Ap ki baat theek ha mistakes ko blessing samjhnay walay blessings samjhain gay tou unko faida hoga humay apni mistakes sey sekhna chaye jo trader trading k duraan mistakes ko remember rakhen gay yakenan ess base pe wo again loss nai karain gay
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                G bilkul insan apni galteoo se he seekhta a lekan Galti ko reapt ni Karna chiey, forex m b galti ka chance kafi hota a lekan jo log Apni galteoo ko note karty hain aur try karty hain k ainda aisa na o Wo boht jald progrss kr jaty hain
                • #9 Collapse

                  Nahi sir asa kabhi nahi hoa ke meri mistake mere lie kabhji blessing nahi hoa. Agarche kafi bar asa hoa hai ke ghalti se koi ghalat high lot size ki trader open ho gai lekin foran hi ehsaas hotay hi main close kar deta hon aur hamesha loss main hi close kar deta hon kiunke main koi bara risk nahi le sakta.
                  • #10 Collapse

                    G haan humari mistakes humaray liye blessings sirf iss condition mei hongi k hum apni trading plan kartay howay yad karen k inko again repeat nai krna hum ney tabi hum loss se kinaara haasil karen gay warna agar koi b mistakes ko again and again repeat karay ga wo kamyabi nai le sakta mushkil ha tab
                    • #11 Collapse

                      brother aap ki baat thik hai galty insan ko boht kuch sikhatyy hai galtio se gabrya na karo yeh insaan ko mazboot bananay aaty hai jis galtio or pershanio se darte hai wo kamzoor hote hai
                      • #12 Collapse

                        g han ap ny sahi bat ki hai forex trdaing main jub bhi hmain loss hota hai tu so main hmari apni galti hoti hai es liye hmain loss ho jta hai es liye bhtr yahi hai k apni galtiun se sekhen or aik acha trdaorhmaisha apni galtiun se sikhta hai or aik glati bar bar nahi karta hai es liye apni galtiun par leraning ki adat bna len
                        • #13 Collapse

                          agr hum is main mistake karty hain to koi bare bat nai hay har trader market main kam karny main mistake karta hay humain mistake say apni learning ko acha karna chahiye kun kay hum jab apni galti ko acha karty hain sudharty hain to trade main new chez sikhny ko milti hay jis say sucess hasil ho sakti hay
                          • #14 Collapse

                            agar hum nay galti hay to baaz dafa aisa hota hay keh humari galti humay profit dai jati hay but aisa hamesha nahi hota bs humay chahiye keh apny expeirnce ko enahance karen kyun keh tab he hum trading achi aur behtreen kar sakty hay esmain money management kar kay kam karnay main he faida hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hanji dear ju bhi forex mai ziada tar sekhta hai wo apni galtio ki wja say he sekhta hai kun k baaz dafa ap ko ager apka teacher bhi btay tu app us bat par amal nahi karty hain jab app ko loss hota hai app ko tab pta chlta hai k mai nay waky he mai galti ki hai tab app uss galti ko man kartehk karty hain iss leay koi samjhain tu free mai samjh jana chheay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X