success ka first step

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    success ka first step
    new traders key ley forex trading business me loss hony ko me success ka first step samjta hon, jo traders apny first loss ki mistakes me se learning start kar lety hey esy traders hi expert traders ban sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han g har loss se seekhna chahye aur successful bn'nay k liye mistakes se learn krna laazmi hai
    • #3 Collapse

      g han loss se hamen kafi experience hasil hota hy to hamen chahye k ham galti ko theke karny ki koshash karen.aur loss ki root cause ta pochny ki koshash karen.aur es bary men apna knowledge imrove karen.kam se kam dobara loss esi waja se na ho.
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat100% right hay jo lig apni mistakes se sikhte hay wohi kamiab bhi hote hay isi tarha jo trader apne loss se apni mistakes se sikhte hay wohi is main kamiabi hasil karte hay aur ache trader bante hay isi nain hunari kamiabi hay k hun apni galtion ko judge kare aur unhe khtam karne ki kosish kare yehinaik kamiab trader ki nishani hay
        • #5 Collapse

          jo bhe forex ke trading main new enter hota hai must hai ke use start main lose hota hai main bhe jab trading main enter howa tha tu start main lose howa tha kun ke tab muje trading ke bare main good experience nh tha laken maine bad main lose ke waja se he learning ke or zida se zida time dia or hard working ke or aj main forex ke trading main success hon or main good profit kr raha hon or happy hon es job se
          • #6 Collapse

            Bilkul bro success ka first step failure hai..kamyabi k liye fail hona zaruri hai... new traders ko chahye keh jb wo loss krain ya mistake krain to unhain mayoos nhi hona chahye balkeh mistakes ko cover karna chahye...aisa karny sy wo forex trading main kamyab ho sakty hain..
            • #7 Collapse

              Apki baat bilkul thek hai jo b apni loss se sekhta hai apni galti ka azala kerta hai wo wqt k sath sath acha trader banta jata hai aur us ka experience barhta jata hai. is liey loss se ghabrana ni chahiey balkey apni mehnat jari rakhni chahiey.
              • #8 Collapse

                yes dear frnd mai bhi app ki bat agree hun k jab bhi ham ko loss ho jay tu check zror kia karin k loss kis galti ki waja say hoa aur uss say sekhny ki try kia karin app ko faida phir he hoga ager app bar bar loss karin gay tu ap big loss ka samna karna par sakta hai aur phir forex success hona bhi mushkil hojata hai kun k app ki jaib tab tak khali ho jati hai.
                • #9 Collapse

                  g han har acha trdaor apni galtiun se he sikhta hai or forex main loss esi wajah se hota hai k hum se koi galti ho jati hai jis kiw jahs e loss hota hai tu har trador ko chahye apni trdaing main hony waly loss se apni leraning karen or dobara os mistakes se kbhi apko loss na ho
                  • #10 Collapse

                    market main success hasil karni hay to is kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay mehnat say kam karty hain to hard work kar kkay achy say ana ho ga is main low risk main kam karna ho ga is main kabhi hard work kar kay achy say ana ho ga is main knwoledge ki base say hi kam karna ho ga
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay chahiye keh learning karen aur demo account par eski practice karne kyun keh practice karnay say humari trading bohta achi ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh seekh kar practice karnay kay baad he humari trading achi aur safe ho sakti hay
                      • #12 Collapse

                        g han har trdaor ko loss hona yakeni hota hai or loss sse hum sikhty bhi hain q k har loss hmary liye aik subject chor k jaata hai es liye hmain chahhye k hum apni trdaing main hony waly har loss se sikhen or dobara os mistake ko kbhi bhi na dohraen tu hum boht achi trdaing sikh skty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trdaing main jub hmain loss hota hai tu hmary liye wohi leraning start karny ka time hota hai es liye apny har loss se leraning karni chahye hmain loss hmari apni gakti oar he hota hai tu hmain os galti ko dobra hony se rokny ka yahi aik hal hai k hum har loss k bad leraning karen ta k hum aik galti bar bar na karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X