Trading Plan Banana Kiyun Zarori Hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Plan Banana Kiyun Zarori Hey?
    Sab se pehli chiz ye hey ke agar hum Plan bana kar trading karen gey to hamen apne emotions ko control karne men boht ziada help mily gi.
    Dosri chiz ye hey ke agar hum ne planning ki hey to hamen market analysis men boht ziada help mily gi. Agar hum analysis nahi karen gey or bina analysis ke trade open or close karen gey to hamen ye andaza nahi ho saky ga ke hamen aik trade men kitna profit ya loss ho sakta hey. Planning ka main fayda ye hey ke hamen jo boht ziada loss hota hey trading men is se hum bach jaty hen. Ap log apne views share karen is barey men ke planning se or kia kia benefit hen Forex trading men or aik new banda kis tarha planning kar sakta hey?
     
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humain is main agr success hasil karni hay to planing kar kay ana ho ga is main kam karna humary lie asan ho sakta hay kun kay planing karny bgyr hum kam nai kar sakty humain low risk main trade ko use karty hain to asan ho sakat hay magr practice ki base say hi kam karna humary liye asan ho sakta hay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      yeh ap ne sai kaha hai humain forex mein kam ek plan bana kr krna chaiye hai kiu k yeh business hai aur business mein planning na ho to business nai chalta hai.
      • #4 Collapse

        forex trdaing main palning ki boht ahmiyat hai es liye hmain apni trdaing main palning kar k trdaing karni chahye q k es se yah hota hai k hmari trdaing main zeyad risk nahi hota hai or palning se hum apny anlsye bhi achi trah use kar skty hain es liye hmain es bat ko mind main rakhna chahye k palning se he hum achi trdaing ki traf barh skty hain
        • #5 Collapse

          Koi bhi business ho dost osssy aik plan bna ky chalaya jata hy har chez ka aik tareeka hota hy ky is say kaysy success hogi oar kamyabi agar aap trading aik plane bna ky money management ko daikhty huwy trade karryngy tu aap success hongy yaha nai tu bina plane ky aap is business main hargiz kamyab nahi hosakhty hyn..
          • #6 Collapse

            dunya k her kaam main kamyabi ki liye planning ki zaroorat hoti hay, isi tarah say Forex main bhi planning ki zaroorat hoti hay, jis k liye Trading Plan banana hota hay. Lekin is ki ahmiyat is hawaalay say bhi hoti hay keh yeh humain discipline sikhaata hay.
            Agar aap ki trading ko koi monitor kar raha ho tu aap rule break nahi kartay jis ki waja say aap ki trading achi hoti hay. Hum Trading Plan main bhi apnay liye punishment select karsaktay ho jo humain rule break honay per apnay aap ko daini hoti hay, jaisay keh agar main rule break karta hoon tu main pooray ek din tak market ko watch karoonga lekin trading nahi karoonga
            • #7 Collapse

              agar hum trading plan bna kar karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main khoob focus karen kyun keh focus kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay mehnat karnay main he faida hota hay
              • #8 Collapse

                brother yes plan seb se zaida zroori hota hai plan se hi hum apna galtian door kar sakte hai ek plan banao sikhay loss ka khatra na ho agar plan main galtian thori howi hai us galtio ko khatam karo agar zaida howi hai phir pura plan khatam kark new plan banao apna pura brain use kar is tarah aap forex sikh lo ga
                • #9 Collapse

                  trading paln bnana es liye zarori hai q k hmari palning se he hum achi trdaing kar skty hain or hmari trdaing main loss ka factor bhi planing se he kam hota hai tu hmain chahye k hum adat bna len k trdaing se pahly trdaing planing kareny ki ta k hmain acha profit mil saky or hmain loss bhi na ho
                  • #10 Collapse

                    Jee bilkul trading plan bohot zarori hey kiyun ke jab hum trading plan bana kar trading karty hen to us waqt hum proper rules ko follow karty hen or ziada risk nahi lety Forex market men or accha or consistent profit karty rehty hen or isi tarha jald hi hum Forex trading men kamyab ho sakty hen.
                       
                    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
                    • #11 Collapse

                      trading plan apni hr trade k liay bohet zururi hy lkn hum b trade k liay 1 nahe 2 plan banany chahey q k agr humara ik plan kam nahe krta to koi bat nahe q k humary pass dusra plan mujood hy hum us ko use kr k trading kr sakty hn.agr hum ismy plan nahe kry gy to hum is my kamyab nahe ho sakty or kamyabi k liay plan zururi hy.
                      • #12 Collapse

                        Dear me apki bat say agree krta hun trading main planning bahut matter krti ha aik achi planning trading ko kamyab krti ha planing k sath trading ic leay zaruri ha k apko profit loss ka pta chalta ha. Planning k sath hmain aik weekly target set kr k uska analysis krna chaeay k mera traget kahan tak pauncha. In fact meray khayal main planning har field main zaruri ha lekin trading main ic ki importance aur bhi barh jati ha.
                        • #13 Collapse

                          forex trading game he planing ki hai agr app trading mind sy kro ya dekh k konsa pair kam move kry ga or market ka trand kia chala raha pair mazeed upar kitna ja sahky ga to ap ak achi entry hansil kr sahk ty ho or trading kr sahk ty ho forex trading main ya b zarori hai k app greedy na ho agr app ki planing achi ho or ap apne app pr control kr lain to acha profit earn kry gy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Jee bilkul farhan bhai ap ne theek kaha hey ke Forex trading game hi planning ki hey, agar hum planning acchi karen gey to hum accha earn karen gey or agar hum planning hi sahi nahi karen gey to hum Forex trading se earn nahi kar saken gey. Is waja se hamara trading plan strong hona lazmi hey.
                             
                            اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X