Importance for chart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance for chart
    Kch log mt4 per apne charten different kinds k indicators aur pta ni kia kch add kr lete hain jiski waja se wo jab market ko analyse krte hain to un k liye market ko analyse krna bahot mushkil ho jata hai aur wo hamesha galat faisla krte hain isliye main kahun ga k aap apne chart ko saada hi rakhen ya koi aik indicator ko istmaal kren ta k aap market ko acha analys krsaken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhaiamain ap se agree krta hoon apne charts ko simple rakhen ke ap price ko read kar saken yeh na ho pore screen py bas indicators ka falooda aur chatni bikhre ho aur ap ko pata he na chaly karna kya hai
    • #3 Collapse

      Well hamen alne chart ko simple rakhna hamare liye bahot acha hota hai jab ham apne chart pe bahaot se indicators ko use kren ge to har indicator hamen apne hisaab se market ki Value bataye ga isliye hamen trading k doran apne chart ko simple rakhna chahy ya hamen sirf aik do indicator pe hi iktfa krna chahiye...
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Bhai jaan main app sy agree kerta hon koi business ho app successful tab hity ho jb app ko uske basic ka pata ho forex trading main chart ka istama basic cheez hy humy apny chart ko complicated nahi kerna chaheay chart pe zeyada indicator chart ko mushkil bina dety hain, app kam sy kam indicator use kery.
        • #5 Collapse

          dear Agar aapko Forex trading mai Agar trading karna hai apne bonus account ke upar toh aapko chahiye kya Jagdish Forex trading kare Tu Apne analysis Achhe Lagte Hain aur second liya aap ko pata hona chahiye Forex trading Kaise business stop loss aur chahiyeagar humne long term trading karni hai uske liye bhi Hame stoploss Lagana chahiye lekin aap ko ek baat ka pata hona chahiye Forex trading Ek Aisa business Jis Mein Aaj Kya sakte hain key indicators ka use karna chahiye Agar indicator trading kar rahe haintrendline the trend channel Ko Nahi dekhna chahiye Amritsar for sale basic technical analysis par kaam karna chahiye tha ke Hame accha result mail
          • #6 Collapse

            G han aik time pe chart mey ap itna ziada kuch na lagaen ky ap khod ko confuse karen me samjta hun aap apni startegy k mutabik just support and resistance lines and aik best indicator jispe ap ne practice ki ho wo set karen itna setup bohat ha chart pe
            • #7 Collapse

              ​G han ap ki bat bilkul theek hay humay aik time main na you boht zada inducatore use kare cahiay aur na hi boht zada chart open karne cahiay is rarha hum khud bhi kuch samjh nai sake gay behtar yehi hay aik time nmain aikinducayirka istmal kia jay aur usi oar kaam kia jay
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bht achi baat batayi hai kaafi log chart PR bht ziada indicator use kartay hain mgr meray khiyal main aap ka chart jitna sada hoga utna samajhnain main asaani hogi aur kam say kam indicator use karen
                • #9 Collapse

                  Jee han jab ham trade karty hain to chart kay analysis zaroor karty hain lekin kuch traders nay itnay indicator apply kiye huwy hoty hain kay wo same signs show nahi karty us time trader confiuse ho jaty hain is liye sab bhahiyon say guzarish kay apny chart ko easy bnaen sird aik ya do indicator use karain taky apko analysis main asani ho
                  • #10 Collapse

                    jb b hum kisi pair pre tread krny lagy to humy cahhey k hum is k chart ko achi tarha sy watch kr ly.or is ko samjh ly k is chart k mutibk market ab up jy gi ya down,is k baad he koi tread ki jy,to wo humary haq my bahter ho gi.humy tread k liay humasha chota time farm use krna chahey.is sy humy zayda profit ho ga,or loss k chanies km ho gy.
                    • #11 Collapse

                      chart ki apni apni value hoti hay agar hum esmain theak say focus karen gay tab he hum chart kay bary main samjh sakty hay aur esmain chart ko lazmi follow karna chahiye kyun keh tab he achi trade lay sakty hay agar achi trade lain gay to he hum market main acha profit earn kar sakty hay esmain mehnat bohat zaroori hay
                      • #12 Collapse

                        slaam to all group members...app na jisa ka kaha ha ka zyida indicator use krna sa zyida problem ho skti ha sab kush mix ho jye ga app market ko sahi trqa sa analize nahi kr skta is lyia hamesha iyk ya 2 indicator iyk wqt mah use krna chye agr app kisi indicator ka result test krna chahta hain tu phla isa demo par test krin agr wo udr theek kam krta ha app ko smj a gye ha tu phir real mah use krin.
                        • #13 Collapse

                          g han bhai apki bat sahi hai or main bhi ayhi khunga k hmain trdaing main kuj bhi apny pass se or expernce k bgair khud kuj bhi add nahi karna chahye q k jub hum khud se fazool startgy ko set karty hain tu os main risk kam hona chahye or jub hum aik ki bjay idr odr mind rakhty hain tu es main galti ki gunjaish hoti hai or apko loss ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g han bhia apki bat sahi hai es liye main bhi apki bat se garee karata hun forex main trdaing karny k liye jo mt4 main chart avulbke hota hai osko sikdhy se he use kar lena chahye q k jub hum os main boht kuj add karty hain tu os main hmain hmara mind double minded ho jata hai or pher hmain los ho jta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X