Fear of loss ko khatam kro aur confidence barhao

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear of loss ko khatam kro aur confidence barhao
    Members hamen trading men successful hone k liye zaruri hai k ham apne aap per aur apni skills pe trust hona chahiye ta k ham trading men successful ho saken jab tak ham apne aap per aur apni skills pe trust ni kren ge tab tak ham trading men success krna bahot mushkil baat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, you are right i am agree with you aap ne baja farmaya hai hamen apne confidence ko barhana chahiye ta k ham satisfied trading kr saken ham jab bhi fear of loss ko mind men rakh kr trading kren ge to ham trading se kabhi bhi better results ni le sake ga isliye hamen chahiye k ham apne aap per apni strategy pe confidence hona chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G bhai ap theek kah rahe hain wo trader he kasa hiss main fear ho ap ko market main nagitive emotions ke bagair ana hota hai agar ap kuch earn karna chahty hain to
      • #4 Collapse

        Buai jaan app ka thread bahoot acha hy fear of loss ko khtam ker k trading kerni chaheay jb tak hum fear ko khtam nahi kery gay hum behter decision nahi ker skty , lakin fear tab khtam hoga jb hu trading skills improve kery gay knowledge gain kery gy bhai zeyada sy zeyada knowledge hasil kery app ki trading behter hoge.
        • #5 Collapse

          g bhai apki baat bilkul sahi hy k hamein trading krty huye kisi qism ka khhaof dil mein nhi rakhna chahiey aur poory confidence k sath trading krni chahiey keun k yehi hamary haq mein behtr hy agr ham dar k trading krein gy to ham ghalat decision ley sakty hain
          • #6 Collapse

            g han bilkul trading business me agar success hasil karna ho to apny trading expernice aur apny knowledge par focus karna ho ga, hamari expernice hasil karny ki koshish few month ki nahi honi chaye,
            demo account ki practice kam se kam be 1 year ki karni chaye agar per be trading me loss ho raha ho to more trading practice karni chaye.
            • #7 Collapse

              Mai samjhta hun fear ki importance sirf iss had tak ho ky jab news ay aor important news ho tab ap trade na len risky situation hoti ha baaki time ap khud pe confidence rakhen khod pe aitmaad hona chaye ky ap ki skills achi haen aor ap proper analysis krky trade kr rahy ho
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bht achi baat batayi hai or wesay bhi meray experience hai k jiss cheez say aap jitna dartay ho itna woh aap k sath ho k rehti hai so behtar yeahi hai k aap full confidence k sath trading Karen or dar ko mind say nikal do
                • #9 Collapse

                  forex aik aisa business ha jis m hm jitna bhi confident ho k trading kren hmen markit ki movement ka koi pta nhi hota.mtlb hm aik type ka risk le k trade lgaty hen.aur confident jitna bhi ho agr markit hmari support m na ho to hmen loss he hota ha.isliye mery khyal m confidence se zyada behtr analysis hen.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main dar kar kam nahi karna chahiye kyun keh dar kar kam karnay say hum market main achi earning nahi kar sakty ulta hum nay jo kuch earn kea hota hay usko bhi loss kar sakty hay so humay chahiye keh knowledge ko enhance karen tab hum apny andar trading kay dar ko khatam kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main kmayb hony k liye yah zarori hai k hmain os main achi trdaing k bad acha profit bhi haisl karna hai es liye jub tak hum ani skills ko incrase nahi karty hain tab tak hum acha profit gain nahi akr skty hain or kbhi bhi kmayb nahi hos ty hain es liye kamayb hony kliye mahnat karna lazmi hota hai
                      • #12 Collapse

                        bhai mera khyal hai k jitna hum darty hain otna he ham marty hain es liye forex main trdaing karny k liye pany ap main se khof ko khtm kar den q k jub hum apny ap opar bharosa kar k trdaing karengy tab hmara dil bhi nahi day ga or achi trdaing bhi ho jay gi q k kaha jaata hai na k dar k agy jeet hai dar khatm karen achi trdaing kar paengy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g bhai m agree with you fear of loss ko khtam ker k trading kerni chaheay jb tak hum fear ko khtam nahi kery gay hum behter decision nahi ker skty , lakin fear tab khtam hoga jb hu trading skills improve kery gay knowledge gain kery gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X