Greed, high leverage, impatience kill a trader's account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed, high leverage, impatience kill a trader's account
    Dear members ye bat mind mei honi chaye k greed ap ky account ka full enemy ha agar ap mey enemy ha ap consistant earning nai kar saktey high leverage rakhna trader apni equity ky sath ghalat karta ha hamesha leverag kam rakhain account margin safe rahay ga aur pateince ka muzahria karen tabhi kamyabi ha warna impatience ap ka account wash kar deta ha
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    greed aur impatience sb se common tareekay hain account ka wash out honay k
    • #3 Collapse

      Dosto main app ki baat sy agree kerta hon k greed , high leverage, impimpetaince trader k account ko wash ker deta hy us ki waja ye hy k jb app lalch kerty ho to market trend ko check kiay bina trading kertyy ho to loss hota hy jb leverage high hoge app lot size bhra do gay tb b app ka account wash ho jay ga is liay saber zaroori hy trading ma.
      • #4 Collapse

        G ha Forex trading me sub se dangerous greed hai yeh trading me sub se ziada losses deti hai account wash tak ker k rakh deti hai means hum traders ko greed ko kam kerna hoga or apni trading ko low risk per rakhna hoga or jaldbazi nai kerni hogi sabar se trading kerni hogi or risk low se murad leverage kam rakaha hoga or trade lot size kam or aik time me kam trades open kerni hogi or jab experience acha pas s ajaye or capital size big ho to risk ziada le sakte hain werna nai.
        • #5 Collapse

          Bilkul sahi forex main agar ap safe trading karna chahty hain aur big loss say bachna chahty hain to greed leverage aur impatience say avoid karna chahiye kiu kay ye hmary account kay enemies hain greedy insan kabi forex py earn nahi kar sakta aur hmy accout py leverage bhi nahi rakhni chahiye jab bhi trade karain patience kay sath aur agar loss bhi ho jaye to patience ka sath kabi na chorain balky isko use kar kay loss cover karain
          • #6 Collapse

            Dear friends, forex main kamyabi k lea patience ka muzahra karna chaheay aur greed se bachna chaheay...yah dono batain bahut ahm hain agar ap loss se bachna chahtay hain to..nai to ap ka account bi wash ho sakta ha.
            • #7 Collapse

              g bahi jan mary khyal my ap thek kah rahy ho q k agr kisi trader my greed or impatience ho to wo kabhi b ik kamyab treader nahe ban sakta .is liay humy cahehy k hum jb b tread kry to greed k bagr kry.agr humary dill my lalach nahe ho ga to he hum is my profit earn kr sakty hn.
              • #8 Collapse

                ji bilkul yehi bat hai kisi bi buisness ko kamyab karnay k lie humain us k faiday or nuksan ko bhi zahan main rakhna chahiye or nuksan ki soorat main sabar krna chahiye na k dil bardashta hona chahiye ta k hum loss na krain or apne business ko kamyab krain ta k achi earning ker profit lain
                • #9 Collapse

                  Ap ne ye jo teen chezen define kardi hain ye teeno he really very important haen inko hum ignore nai kar saktay greed trading mei ap ko kbhi kamyab nai honay deta same like impatience hona b asa he ha lehaza hum apni trading mey kareeb b na anay den inko tabhi hum success trading kr saken gay
                  • #10 Collapse

                    Ap ki information boaht achi hay asa he hay high leverage bohat danger ho new trader kay account kay lye aur greedy honay se hum thora profit b loss kr detay hain target aur soch barri hojati ha jis se big loss hota hay impatience se big loss hota hay trading mei patience bohat eham hota hay
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main market main earning nahi ulta loss he hota hay aur esmain ziada leverage bhi use nahi karni chahiye kyun keh es trha hum market main theak say focus kar kay earning nahi kar sakty humay esmain mehnat karnay ki need hoti hay tab he safe reh sakty hay
                      • #12 Collapse

                        g han apki bat sahi hai forex trdaing main sub se pahly tu hmain greed ko avoide karna chahye os k bad hmain saber k sath trdaing karni chahye es liye hmain un factos ko apni trdaing se out karni chahye jin se hmain loss hota hai q k ayh sub hmari trdaing skills ko mar deti hai tu hmain ayse factos ko avoide kar k chalna chahye
                        • #13 Collapse

                          bhai ap ny jitny bhi point btay hain sub sahi hain or apki post boht achi hai or bilkul sahi hai forex trdaing main aghr tu greed k sath trdaing karo gy tu kbhi bhi kamayb nahi ho gy jo ap k pass hoga wo bhi jaata rhay ga dosar yah hai k khi bhi zeyda leverge k sath trdaing na karen tesrayah hai k kbhi bhi saber ko apny hath se jany na den
                          • #14 Collapse

                            Forex trading me sub se dangerous greed hai yeh trading me sub se ziada losses deti hai account wash tak ker k rakh deti hai means hum traders ko greed ko kam kerna hoga saber k sath trdaing karni chahye es liye hmain un factos ko apni trdaing se out karni chahye jin se hmain loss hota hai q k ayh sub hmari trdaing skills ko mar deti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam o Alikum friends ager ap ke leverage zada ha to ap k leayh acha ha ap kum account k sath be trading kar sakty hoo aur ager greedy hoo ap ko to ka account wash ho sakta ha aur agerap may acahy skrill hain to ap loss nahe karo gay builkay samajdari say kam loo gay..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X