jo waqt ki qadar nai krta waqt uski qadar nai krta!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo waqt ki qadar nai krta waqt uski qadar nai krta!
    Kehty hen waqt bahot be'rehm hota he,waqt ki qadar krni chahiy, forex jesi naimat Allah ny di he to is pe waqt laga kr waqt ko qeemti banaen aor khud ko pur'skoon paen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhi Jan ap ne waqat ke value ko brief Kia a zahir c bat a waqat to chal rha a ye ni ruky ga an ye ap pr depend karta a k Ap is se kitna faida uthtay hain forex m b Ap jitna time is pr lgay gy utni he Ap ko put mily ge forex to round tha clock hony ke waja se Ap ko is se mustafid hona chiey
    • #3 Collapse

      bhai bilkul jo bnda bhe waqt ki qadar ni krta tu waqt bhe us ki qadar ni krta q waqt kisi k liay bhe ni rukta beshak jo bhe ho waqt apni same treqy sy chlta hai aor kisi bhe king ya aam insan kis k liay bhe waqt ni ruqta as liay waqt ki qadar kren aor forex trading k liay tu waqt ki bahut ziada ahmyat hai as liay forex trading ko ziada sy ziada waqt den aor phly as kam ko achi trah seekh len jb ap ko as k baray mn knowledge aor experience aa jay tab real mn trade kren
      • #4 Collapse

        Waqt ki qadar sy dunia kamyab hoti hy kio k jis bndy ni waqt ka sahee use ni kia wo nakam ho gia forex trading main bi trading k liy time ki bahut ziada importance hy ap ny agar time p trade open ni ki jus time p trade ban rahi ho to phr ap us trade sy profit ni ly sakty
        • #5 Collapse

          G dear ap ny bout achi bat ki ha Jo log wqt ki qadr ni krty wqt bi un ki qadr ni krta agr ye bat forex trading ma dekhi jay tu agr hm log start ma hn tu hmain sb sy zayda time knowledge gain krny ma lgana chaiy market k bary ma achy analysis seekny chaiy ta k hm aik achi or safe trading kr saikain
          • #6 Collapse

            Ap ke bat bilkul sahe waqt bari ahm cheez hy forex ma waqt ke do tarah ke ahmiyat hy aik to ap ka pas waqt hy ap forex trading karen is ma waqt lagaen and secondly trading karry huy sahe waqt ka intizar karen trade open karny k liye
            • #7 Collapse

              slaam to all group members.. time is money here forex market mah time ka matlib $ hain ur $ pakistani currecey sa kye guna aga ha is lyia app ka iyk iyk second forex mah batyia howa boht he qeemti ha apni qeemti waqt ko movies ur games mah zyia mat krain is ki qadr krain is sa phla ka time app ki qadr na krain ur app hath malta reh jyin phir pichtana sa kush hasal nahi ho ga...
              • #8 Collapse

                agar hum waqat kay sath move karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay bs humay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus akr kay he trading karnay main faida hota hay tab he hum earn kar sakty hay es business main humay time ko follow karty huway he focus karna chahiye tab he safe reh sakty hay esmain
                • #9 Collapse

                  yeas hame time ke qadar krni chaye or jo bhe free time mile hame us man hard working krni haye or kuch na kuch krte rahena chye or apna qamti time free main wast nh krna chaye forex ke trading ek good or profitable business hai ham agar apna time es main invest krte hain tu ham es se good fida le sakte hain or success or kamyabi kr sakte hain es liye time wast nh krna chaye hame kabi bhe
                  • #10 Collapse

                    yes broo i am agree with you.ap ny bilkul thek kaha hy q k jo kisi b kam ko us k time pr nahe krta to us ka koi b kam time pr nahe hota,or humy b forex pr time dyna chahcey.aksar asa hota hy k jb hum forex ko on krty hn to humy pata chlta hy ye trade guzur chuki hy.or hum kahty hn k kash hum us waqat avilable hoty.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      han je bilkul ALLAH ne hume forex jesi neemat agar hum di hai to hume ye sochna chahe k hum to bht kush qismat hain or hume es me neek neyati se sekhna chahe or mehnat kr k esme kameyab hona chahe take humare financial problems hal ho sakay shukreya

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X