her loss humare lia 1 sabaq hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    her loss humare lia 1 sabaq hota hai
    salam dosto,
    her loss humare lia 1 sabaq hota hai
    han je bilkul dekhen agar hum forex business ko positive lete hain or hume kabhi loss bhi lazmi hota hai to hume chahe k uski waja se hum tention me na aye or na he udas ho ya ghamgeen balkay hume chahe k us loss ko hum 1 sabaq ki tarha lain or usme ye dekhen k humne ghalti kia ki hai or kis point par a kr ki hai es se hume ye faida hoga k ahista ahista loss hota rahega or hum apni mistakes ko sudharte jayngay or 1 waqt ayega k hum expert trader ban jayngay yahe hai forex me kameybi ka raaz dosto.

    post pasand aye hoto thanks krne me kanjoosi na karen shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ke bat bilkul sahe hu ka forex trading ma ham jb b loss karty hen to hamen us sy sabaq hasil karna chaye ta k next time ham dobara aesi ghalti na karen and hamen un wajuhat ko janany ke koshish karni chaye jin ke waja sy hamen loss hua hy is tarah ham ziada experienced trading kar saken gy
    • #3 Collapse

      G han apki bat sahi hai es liye main bhi yahi kahunga k k jub bhi loss ho tu apko apny loss se sabaq sikhna chahye kr dobra WO kam nahi karna chahye jis se apko loss ho es liye har loss hmary liye aik trha se learning ka basis bnta hai or har acha trador apny loss se sikha hai
      • #4 Collapse

        dear acha sawal hai apka lekin ap ke nuqsan tab sabiq bn sakta hai jb ap apne emotions ko control mein rhake aur souche ke mje kis waja se loss hwa ha ager ap emotion ho ke trading chor dy tou i think ap wo galti dobra repeat kare gy
        • #5 Collapse

          Dear Friends g bikul may es bat say mutfiq hooo k koe be trade jo hum ko loss dati ha wo hum ko kuch learn karva k he jati ha aur hum apnay loss say bohat kuch seeky hain.Aur next time wo galti karnay say ijtnab karty hain.Es layh may zayhe kahata hooo k hum ko apni galti kabi repete nahe kani cahyeh....
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
            salam dosto,
            her loss humare lia 1 sabaq hota hai
            han je bilkul dekhen agar hum forex business ko positive lete hain or hume kabhi loss bhi lazmi hota hai to hume chahe k uski waja se hum tention me na aye or na he udas ho ya ghamgeen balkay hume chahe k us loss ko hum 1 sabaq ki tarha lain or usme ye dekhen k humne ghalti kia ki hai or kis point par a kr ki hai es se hume ye faida hoga k ahista ahista loss hota rahega or hum apni mistakes ko sudharte jayngay or 1 waqt ayega k hum expert trader ban jayngay yahe hai forex me kameybi ka raaz dosto.

            post pasand aye hoto thanks krne me kanjoosi na karen shukreya
            Forex trading Mai maximum traders Goa loss hota hai lekin achhe traders Hote Hain ke jinko loss hota hai toh apni mistakes salam karte hain aur dobara Woh mistake nahi karte Jo traders baar baar apni mistakes ko do rakhte Hain vo Forex trading Mein Kabhi successful nahi ho sakte
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear friends, forex main loss hamesha hamari apni mistakes ki waja se ata ha...hamain loss pa mayos nai hona chaheay bal us mistake ko apni leay sabak bana lena chaheay...aur jes mistake ki waja se loss ata ha usay remove krna chaheay..es se future main loss nai ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X