"why most people depend on others in forex"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex business me ahr trader asani se apni mistaakes aur loss se learn kar sakta hay aur acha trader wohi hota hay ajo apne loss se learn kare aur apni mistakes ki correction kare.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      gee aap ki baat darust ha k forex main kaam kernay walay ziada ter loog forex k qwaneen ko nai jantay iss lia un ko forex main kaam kernay k lia aapnay seniors la sahara laina hi hota ha isi lia tu forum waloon nay un ki sahulat k lia posting ki option rakhy ha .......
      • #243 Collapse

        explain how it is possible to forget , Because human trafficking is used in several principles, I think that even can be counted on one hand, either - the indicator trade. At first, a lot is read all the information, but after 99, 99% of its trade is not applied. She said that for the overall development.
        • #244 Collapse

          Jee ap ney sahiee kaha hay kay forex main log dosron par depend kartey hain wo asal main forex ko learn nahin kar na chatey hain wo siruf paisa earn karna chatey hain aur siruf signal kay chakar main hotey hain wo hard work nahin karna chatey ise liye aksar loss main rehtay hain.
           
          • #245 Collapse

            Forex mein other traders par completely depend nahi karna chahiye. Ap ko chahiye kay khud mehnat kar kay trading seekhain and jab trading karain to senior traders se mashwara kar lein, is tarhan ap safely trading kar sakain gy.
            • #246 Collapse

              bohat saray log forex pay is waja say b depend kiya kartay hain k un ko kuch khas is business baray information nahi howa karti hoti hai hum ko is business ka achi tareekay say pata hona chahye k is business me aesa kiya hai jiss waja say log is pay a rahay hain or is ko karna chah rahay hain.
              • #247 Collapse

                G han my dear friends bohat se new traders aise hote hain jo forex trading market main dosre traders par depend karte hain. mere khayal main new traders ko khud se practice karni chahiye. or trading karni chahiye or dosron se bhi help leni chahiye.
                • #248 Collapse

                  Bhai shuru shuru main dosron par hi depend kiya jata hai kyn k ap ak dam hi itny achy forex trader nahi ban sakty k ap apna real account khud sambhal lo aur profit earn kar lo
                   
                  • #249 Collapse

                    yr mashwara krny ma koi kabaahat ni hy mashwara krna chahiye .pr hum log depend keh dety to aisa hy ni asal ma bhai ...khud skills develop kry or seekhy
                    • #250 Collapse

                      dear sir shuroo se hamin kush mushkal zaroor lagta ha maghar hm agr is ko achi tara sekhane ki koshah karin to ye hamare layie bhot bhater ho sakta ha hamin khud experence hasal kar k is treading mn kam karna chaye
                      • #251 Collapse

                        Aslam o alikum main forex main new hon or main nay abi is he month say forex par job start ki hai or main nay is k elawa bohat sari online jobs ki hai mgr sab say ache mujhay forex he lagi gai. yar meray khayal main new trader ko demo account par he pahlay apna experience barhana chaheya or phir real account par ana chaheya
                        • #252 Collapse

                          Maximum traders yeh kam kartey hain keh jin ko profit ho raha hota hy, un ko copy krna shuroo kr detay hain. Hamain khud sey study krna chaheye aur apni strategies khud banani chaheye. Hamain dosron ko copy nahi karna chaheye. Yeh aik risky business hy. Ho sakta hy keh kisi ko us ki strategy ki waja sey profit ho gia lekan next time loss ho jaye.
                           
                          • #253 Collapse

                            G haan main bhi itni achchi tarding nahi janta ho lekin ager kisi professional trader ke sath ap kam karey kafi help milti hai ap ko or is field main apne hard-work kerna hai or kuch nahi
                             
                            • #254 Collapse

                              brother forex mein log isliya dosroon par ziyada depend karthey hain kyun key unko apni analysis par bharosa nahi hota aur kyun key forex trading business bohut unpredicatable hai isliya is mein khud par confidence bohut kaam hota hai inssaan ko.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Prices of currencies in the forex market is influenced by supply and demand, which in turn are affected by economic conditions. There are two economic factors affect mainly on the supply and demand for the two currencies and interest rates and the strength of the economy. Strength of the economy affected by the gross domestic product (GDP) Foreign trade balance and investments.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X