Limited trades over trading se bahot better hain....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limited trades over trading se bahot better hain....
    Dear friends agar ham apne account men small lots ko ise kr k trading krte hain to ham un se chotau chotay profit collect kr k achi khasi raqam bna lete hain but jab ham apne account se ziada ki trades ko open lren ge to ham apna sara account dabo den ge isliye main yahi kahun ga k hamen over trading se limited trading kahen ziada better hain....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere zati rye Hy AP jab bhi trading Karen kisi aek Chez ko fallow Karen chahe won koi cruncy pair hon chahe wo koi commodity ho jab AP ark Chez pebbar bar trading karty rahen get tab AP ko us ka bhot ziada experience ho Jaye aor AP us ko management Kar love ge
    • #3 Collapse

      Bhai mera b yahe khayal hy ka hamen trading small lot size ka sath karni chaye is ka aik faida to ye hota hy k agar market opposite direction ma b move kar jy to hamara account wash nai hota and loss kam hota hy , agar ham bari lot lagana chahty hen to hamen chaye k pehly apny account ko grow karen ta k ham apny account ko manage kar saken
      • #4 Collapse

        G han asa he hum agar apni trading profit ko small profit ki fixing rakhen gay account grow karay ga thoray thoray profit se aur account safe rahay ga barrat volume se account aur trades risk mei rahti hain aur loss k chances barh jatay hain recovery mushkil hojati ha hamesha small target lo profit ka
        • #5 Collapse

          yes dear ap nay bilkul theek kaha hay jub hamain kuch earning ho jaye to hamain trades say avoid karna chaye q k jub ham risky trades laingay to hamain yakeenan lose he hoga is liye jo hamaray nay hamain mashwara dia hay hamain us pay amal karna chaye aur over trading say bikul kaam nai laina chaye hamain forex main wo kaam karna chaye jis say hamain lose na ho balk profit ho.
          • #6 Collapse

            G bhai ap theek kah rahe hain limited trade un trades sa behtair hain jis ko ap baad main kahen k main inn trades main kun tha iss lea selective trades karen achy trades karen
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat bilkul theek hay forex trading main humay cahiay hum zada ki lalach na kare aur munasib aur limited trading kary take loss se bache rahe is tarha humara account bhi mehfoz rahe ga aur acha profit bhi hqsil ho ga
              • #8 Collapse

                Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki bast sa itafaq karta hoon k trade ki lot hamasha apna account k matabic lagani chaya ager aap ka account bara hay tu aap lot size barha saktay hain lakan ager aap ka account chota hay tu us k marabic small size ki lot lagani chaya tak account wash na ho iss ko money managment kahatay hain
                • #9 Collapse

                  yeah both achi baat hai Jab aap Limited trades open Karte Hain aur overtrading karne se avoid Karte Hain Log Yahan Par overtrading Karke Apna earning kya hua profit loss kar dete Hain Ye bahut bewakufi wali baat hoti hai ki aap overtrading kar Jate Hain aur Apna earning profit loss kar dete hain aap ko overtrading Karne Ki Zaroorat hi nahi hai
                  • #10 Collapse

                    Je dear mery kheyal b yahi hay k hamen bari lots ka istemal kam karna chahiye agr ham chotiii lots ka istemal karty hain to thora thora profit kar k ham daily base py kafi acha profit earn kar lety hain...bari lots k istemal sy hamara account b wash ho sakta hay is liye hamen choti lots py tawajo deni ho gii
                    • #11 Collapse

                      bilkul qatra qatra derya bnta hy aur ap ki bat sy agree hon main k ap forex trading main trading k doran thora thora profit ko iketha krty raho ap ko yeh chota chota profit bahut ziada profit bna sakty ho kio k loss sy behter hy k ap ko thora profit hi aa jay
                      • #12 Collapse

                        g han bilkul limited time ki trading aur limited risk key sath trading karny se loss factor be kam ho jata hay, over trading ki waja se big loss ko recover karna namumken ho jata, esi trading se behtar hay key ham limited trading kar key profit earn karny ki koshish karen.
                        • #13 Collapse

                          slaam to all group members.. g bhi mah na ya experience loss ka bad hasal kyia ha ka small small profit is best strategy mah phla is tarf dehan nahi deta ha jiss ka nuksan account wash hona ke surt mat howa mah aksar apni posts mah yahi advice kara hon ka chota chota profit book krain ta ka app ko bara loss na ho lambi trading mat krain short term trading is best for everyone.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                            Dear friends agar ham apne account men small lots ko ise kr k trading krte hain to ham un se chotau chotay profit collect kr k achi khasi raqam bna lete hain but jab ham apne account se ziada ki trades ko open lren ge to ham apna sara account dabo den ge isliye main yahi kahun ga k hamen over trading se limited trading kahen ziada better hain....
                            Ji Bhai aap bilkul theek kar rahe hain Agar Hum Limited trades Karenge toh Woh Jyada trading karne se bahut bada hai Kyunki Jab Hum Limited trade Karenge toh Hame analysis bhi thoda karne padenge aur plan become banana padega isko achieve karna bhi Aasan ho jayega
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han bhai apki bat bikul thek hai es liye main apki bat se agree karti hun forex trading mn hmain kam lot size par trading karni chahye q k jub low lot size par trading karty hain tu hmain profit kam zaror milta hai mgr hmara account khatry mn nh parhta hai es liye limited trading karna zeyda best hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X