Still in loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Still in loss
    Mene kuch traders dekhy hen jin k pass aik boht acchi trading strategy hoti hey jo 100 percent result deti hey lekin is k bawajud unko forex trading men loss hota hey. Is ki main reason ye hey k wo trader hamesha lalach karty hen or greed ki waja se ziada trades open karty rehty hen. Is waja se jald hi un ka account wash ho jata hey or wo profit nahi kar paty. Ap log is bary men kia kehty ho k ham greed se kese bach sakty hen Forex trading men?
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    still in loss aap demo mein well experienced trader ban jaate hai but aap ko agar real trading mein experience lena hai toh aap ko demo trading ki jarurat padti hai aap jab yaha new hote hai toh aap ko demo kaafi help karta hai experience gain karne mei
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Still in loss

      forex trading main kafi time guzarnay kay baad bhi agar humay nuqsan ho raha hay to humay daikhna chahiye keh konsi galit kar rahy hay kyun keh apni galtio ko theak kar kay humari trading ziada achi ho sakti hay aur hum market main seekhnay kay amal ko kabhi stop nahi karna chahiye es waja sya market main kamyabi hasil hoti hay

      اب آن لائن

      Working...
      X