never be greedy in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never be greedy in trading
    trading krty huye jab kabhi market aik direction mein move krna start krti hy to ham laalach mein aa jaaty hain aur us py bagher sochy samjhy trades lagana start kr detey hain jiska baad mein hamein kafi loss uthana parrta hy kia ye theek hy k thori si laalach ki wajah sey ziada nuqsaan uthana
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
    trading krty huye jab kabhi market aik direction mein move krna start krti hy to ham laalach mein aa jaaty hain aur us py bagher sochy samjhy trades lagana start kr detey hain jiska baad mein hamein kafi loss uthana parrta hy kia ye theek hy k thori si laalach ki wajah sey ziada nuqsaan uthana
    forex trading mian kabhi bhi traders ko greed nahi krna chaye q k jab traders greed krty hain to uska traders ko bohat bra loss hota hai main khud greed krny ki wja sy 3 baar apna account wash krwa chuka hon
    • #3 Collapse

      Bilkul dear aisa hi hota q ke lalach ark insani fitrat Hy lekin hamen is see bachne kilie apne trading men discipline paida karna chair hamen apne andar patience paida karna chair aor apni trading achi karne kilie hamen lalach k apne andar see nikalna chair tbhi ham aek good trader ban sakty hen
      • #4 Collapse

        Forex trading business mein kabhi bhi baghair sochy samjhy aur analysis k baghair trade ko open nhi karna cahaiye trade trend ko follow kar k open kar k hi profit earn kar saktay han aur agr market ki kuch movement k sathh trade open kar daity han tu market tu apne trend k mutabik hi chalti hy aur ap ko buht ziada loss ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Je dear ap ki bat darust hay hamen forex mein trading kartu howy greed nai karni chahiye q ka is ka result loss hi ho sakta hay greed buriii cheez hay hamen forex mein to bilkol greed nai karniii chahiye
          • #6 Collapse

            Jee bilkul ap sahi keh rahy ho, jab market one sided move kar rahi hoti hey to hamen chahiye keh hum trend k against kabhi bhi trade na len or hamesha trend ko follow karen. Agar hum trend k against trade len gey to hame loss hoga or hum depression men or ziada trade open karty rahen gey jis ki waja se hamara account wash ho jaye ga.
            اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
            • #7 Collapse

              g bhai apki baat bilkul sahi hy aur aisa hi hota hy keun k ham jitna bhi khud py control kr lein aik na aik time aisa aata hy jb ham laalach mein aa k ghaltiyan krny lagty hain aur un ghaltiyon ka nateeja hamein loss ki soort mein dekhna parrta hy
              • #8 Collapse

                Bilkul sahi kaha bhai jab market ka trend aik side ho jata hai to kuch traders samjty hain kay ab market isi side move kary gi aur lalach main aa kar ko risk lety hain jis say unhe loss bhi hota hai jab kay aisa bilkul wrong hai jab bhi trade open karain sabko chahiye kay analysis karain market ko achi tara watch karain aur after confirmation trade karain
                • #9 Collapse

                  g bhai ap sahi keh rahey hain lekin ham laakh koshish kr lein khud py qaboo paany ki lekin aik na aik time aisa zroor aata hy jab hamein laalach itna andha kr deti hy k ham out of control hoty huye ghalat trades laga detey hain jiska hamein baad mein khamayaza bhugtna parrta hy loss ki soort mein
                  • #10 Collapse

                    hum jo trading kar raha hota hain tu market ki moment hota hain, hum ko os time trad ni lagni chahya , ya moment sirf es leay hoti hain k os time news ka time hota hain or market puri moment hoti hain or hum jaldi main trading laga leta hian , jub hum trading lagta hain tu news ka asar khtam ho jeta han or market waps sharo ho jeti hai , es leay hum ko os time trad ni lagani chaha balka wait karna chahaya market ka
                    • #11 Collapse

                      Jiha Forex trading main Kabhi greedy Hoga Kam Nahi Karna Yahan Par greedy traders Ke Liye Koi Jagah nahi hai aur woh Hamesha Apna loss karte hain aur Kabhi Forex trading se success nahi de Baithe aur bahut jaldi market se kay karte ho Jate Hain ye log Hamesha loss Karte Hain Kabhi permanent success Aasan Nahi kar paate
                      • #12 Collapse

                        Dear aap ny kafi achi advice ki hy especially new traders k liey keun k yehi traders ziada laalach aur jaldi mein ghalat decision letey hain khas tor py jab market kisi aik direction mein move krti hy to kuch traders laalach mein aa k us waqt ghalat trades laga letay hain jo loss ki wajha banti hain
                        • #13 Collapse

                          greed is curse...aik famous dialogue ha aur zinsgi k kisi bhi field m dekh lo jahan jahan p greed ka ansar paya jata ha wahan loss he hota ha.specially forex to greed ka dushman ha.jb bhi ap lalach kren ge to apna account wash krva den ge.m to ye kehta hun k agr ap chahty ho k apka account wash hojaye to forex m greeding kro apki ye khawhish bht jaldi puri hojaygi.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                            trading krty huye jab kabhi market aik direction mein move krna start krti hy to ham laalach mein aa jaaty hain aur us py bagher sochy samjhy trades lagana start kr detey hain jiska baad mein hamein kafi loss uthana parrta hy kia ye theek hy k thori si laalach ki wajah sey ziada nuqsaan uthana
                            Greed traders ka sab sy bara enemy hota hai jab bhi traders greed krty hain or apny profit ko bohat ziada brhana chaty hain to traders ko loss ho jata haibor itna ziada bhi loss honay lg jata hai k traders ka account tak wash ho skta hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ni dost bilkul asa sahe ni hai q k ye waqti toor par kabhi kabhi asi movement hoti hai akser asa news anay par ya market ka data anay par dekhne me ata hai layken etni speedy market me entry leena bht danger hota hai q k market 1 side se dosre side par bhi utni he speed se wapas ati hai jese 1 side par gaye hai esi lia behtar hai k news trading se bachay or us k elawa es kisam ki market me proper analyse kr k ap trade karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X