Do you think that forex reduces unemployment
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do you think that forex reduces unemployment
    Forex providing financial position good
    Maine ye dekha hay bohat berozgari thi forex ney logon ko bohat acha income haasil krnay ka moka diya hay forex ney berozgaari ka khatma keya hay forex ki wajah se log apni job apna income setup kr saktay hain humay chaiye hum forex pe mehnat karkay apna income profession esko rakh saktay hain kyun k eski wajah sey unemployment khatam huwi hay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul now a days bahot ziada berozgari hai aur bahot se log jobless hain aur jab se forex men log join ho rhe hain to bahot se logon se aik bahot acha buisness pa lia hai aur pak forum ki to baat hi kch aur hai pak forum pe to wese bhi kafi ziada facilities hain.
    • #3 Collapse

      Bhai ap yeh to nahe kah sakty ke unemployment’s khatam ho ge haan itna zaroor hai ap kuch extra income genrate kar sakty ho jo ap ko job py dil laga ke kaam karne ke taqat date hai aur ap apne trading py bhe focus kar sakty ho
      • #4 Collapse

        Bilkul dear forex ko kuch log as a professional business samj ke use kuch log verozghar hen Jin ka bhot Sahara Bina how Hy aor kuch log isko as a part time job ke taor pe use Karty hen forex ark bhot he acha business lekin is kilie is ko sekhna vhot zaroori Hy jab Tak AP is men acha experience aor acha Kam nai sekhen tab Tak AP is men profit earn nai Kar sakty
        • #5 Collapse

          Dear frend es mai koi shak nai k pak forex ny berozgati ko kam kiya hai es ki wja sy bhot sy logo ko ik achi job mili hai jis sy wo mehnat kar k apneliyebhot achi earning kar rahy hai or specially wo girls jin ko ghar sy bahirjane ki ijazat nai un k liye forex forum aik nehmat sy kam nai hai.
          • #6 Collapse

            Nahi, men aesa bilkul nai samjhta, iski bohat si wajuhat hen. Sab se pehly to hamen ye samjhna chahiye keh Forex trading aik job nahi balke aik business hey. Is men sirf wohi bande kamyab ho sakty hen jo business minded hen. Jo bandey business ko nahi samjh sakty wo Forex trading men bhi kamyab nahi ho sakty.
            اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
            • #7 Collapse

              G haan unemployment ko bohat tezzi ne forex ne khatam kea ya humari khushnaseebi ha jo humay forex jasa best business mila kyun ky online work online sites sab dokha ha magar forex aik big business big source of income ha jahan hum khud ko achi tarah kamyab kar saktay hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Ji haan Forex trading main ability Hai Ke Aakar Log Yahan Par acche tarike se kaam kare aur Forex trading ko Samajh Kar aur Yahan Par experience Hasil Karke kaam karte hain Forex trading unemployment ko bahut zyada kaam kar sakti hai aur Logon Ko Yahan Par running ke liye resources de sakti hai aur Log Yahan Par apni earning Hasil kar sakte hain aur profit Le sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X