Samajhnay waalon kay lye loss teach ka kaam karta hay kay next profit kasy liya jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    samajhnay walon ager ap apny demo account ko real account k jesy use karty ho tu apko zaror experience hota hai forex trading mein demo ka opetion bht acha hai jo apko trading sekhny mein bht help deta hai forex trading mein acha trader bany k lye apko demo per practice or learning karna zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      main aap ki baat sy poori tarha muttafiq hun bhai q k insan apni ghalatiyon sy hi seekhta hai aur jo sabak insaan khud ghalati kr k seekhta hai wo kabhi usy bhoolta nhi hai is liy agr aap ko loss ho to bil kul na ghabraen bal k apny kaam pr ghor karain k aap sy kahan kahan ghalati hui hai
      • #18 Collapse

        forex trading me lose ho jata hai ya trading ka hisa hai lakin lose ko recover kaise kiya jaye ya bohat ahm bat hai jub b hume lse hota hai hume daikhna chahiye ke humne kdr galti ki hai hume apni galtion se sekhna chahiye ke humne galti kdr ki hai us se sekhy or next time us galti se bachy forex me lose teach ka kam karta hai agr koi samje tu.
        • #19 Collapse

          forex man trader ku jitna loss teach ker sakta ha itna koi chiz nae teach ker sakta. kun k forex man loss aysi chiz ha jis say traders sooch man per jaty han k koon si asi chiz ha ju oc ku profit man la sakti ha.
          • #20 Collapse

            Re: Samajhnay waalon kay lye loss teach ka kaam karta hay kay next profit kasy liya j

            agar humay nuqsan ho jata hay forex trading main to humay daikhan chahiye keh nuqsan kyun ho raha hay kyun keh loss say he humay saqaq seekhna chahiye aur esi trha hum achi trading kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye tab he esmain achi earning kar sakty hay aur safe bhi reh sakty hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Samajhnay waalon kay lye loss teach ka kaam karta hay kay next profit kasy liya j

              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain or is mai market ka ki qasur nahi hota is liye hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X