forex trading ki skills ko seekhna jari rakho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ki skills ko seekhna jari rakho
    Jo traders forex main trading seekhny k sath sath real trading bi shuru kr lety hain jo k unko ni krna chahiy ,pehly forex ko seekhna chahiy phr trading krni chahiy aur agr ap sath main trading kr bi rahy ho to ap forex ko seekhna bi zaroor jari rakho ta k ap ko forex ko seekhny ka amml bi jari rahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G sahe farmaya hy ap ny kisi b new trader ko sab sy pehly dorez ko achi tarah seekhna chaye and is k loye goofle paly sy apps mil jati hyvus ko study karena sab sy behtar hy and jb trading ke samaj a jy to us k bad real trading shru ke jy
    • #3 Collapse

      G han hume apas main menat krni chaiye skills ko use krna chaiye ye hamre liye important hai hume is main menat k sath kam krna chaiye demo account main practice jrni chaiye daily
      • #4 Collapse

        G han dear hum ko trading ke sath sath forex skills ko bh seekhna aur in ko imorove kerna chay koi bh field ho is main hum sary zindge learn hi kerty hn, mairy khayal main forex bh aisa hi profession hy ke jis main hum ko apny skills ko behtar kerny ke liy seekhna padta hy
        • #5 Collapse

          Ji dear trader ap sahi keh rahy hain hamen forex trading mein kam karny sy pehly trading seekhni ho tab hi ham achy traders ban sakty hain jab ham forex k bary mein knowladge hasil kar lety hain... agr forex trading ham s33khy gy nai aj nai kal hamara account wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            right, ye ap ke liye bahter ha ke forex trading ke doraan ap apni trade jaari rakhe aur forex news ke zariye ap ko baqaida recheking karte rahe aur ap ko kamyabi mil jaye gi.
             
            • #7 Collapse

              G han ap sy agree hon jo log forex trading ko seekh rahy hain to unko yeh seekhny ka ammal kbi bi ni roko kio k agar ap seekhny ka ammal jari rakho gy to ap aik din yeh forex trading ka business bahut ziada ooper ly jay ga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
                Jo traders forex main trading seekhny k sath sath real trading bi shuru kr lety hain jo k unko ni krna chahiy ,pehly forex ko seekhna chahiy phr trading krni chahiy aur agr ap sath main trading kr bi rahy ho to ap forex ko seekhna bi zaroor jari rakho ta k ap ko forex ko seekhny ka amml bi jari rahy
                forex trading aik aisa business hai jis man traders jitna ziada learn krty hain wo utny he achy traders bnty jaty hain or jab bhi traders ko loss ho to traders ko disheart nahi hona chaye blky apni mistake sy learn krna chaye or achi trading krna chaye
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein learning zaroori hy agr ap ko forex trading business ki learning nhi hy ya kam learning hy tu ap ko real account mein kabhi bhi trading nhi karni cahaiye aur agr ap real account mein trading kartay han tu loss hi ho ga ap ko demo account par practice kar k forex trading business ki learning aur apni skills ko acha karna cahaiye aur ziada se ziada experience hasil karna cahaiye phr real account mein trading karain gay tu profit earn kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein agr ap mukamil learning hasil kar k real account mein trading kartay han tu tab ap real account se acha profit earn kar saktay han aur agr ap ne learning knewledge aur experience hasil nhi kiya aur real account mein trading start kar daity han tu is traha ap ko ziada loss ho ga is liye agr ap sathh sathh demo account par practice karain aur forex trading business ki learning aur skills hasil karain aur experience hasil karain tu ye behtaar hy kam experience se bhi loss hi hota hy is liye experience aur achi skills hasil karna zaroori hy tab hi kmkaamyaab trader ban saktay han
                    • #11 Collapse

                      ap ko trade karne ke doran ilm b hasal karna chaiye ta ke ap trading karne m full expert ho jaye aur khod ke bal trading kar sake.
                         
                      • #12 Collapse

                        aur ap forex me skills ke baghair trade nhi kr sakte is ki ye hai ke ap ke paas bahtr experience nahi ha aur is khami ko bohat zeyad training k zariye hi door kar sakte hai. instaforex apne customers ko training karne ke lyie aik alag acoount deta ha ta ke ap full training hasal kar sake ap forex ke demo account se faida hasal kar sakte he.
                         
                        • #13 Collapse

                          G han ye sahi baat he forex just ek web site nahen balke ek game he jis ko pahly sekhna prega us k bad chalana best rahega . or forex ek best web site he jis ne DEMO account deya huwa he jis k through hum imagenary trading kar k trading seekh sakty hen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            aap thik keh rahay ho main ne pehlay thora sikha phir big invest ki meri trade phans gi thi boht loss howa loss ne mujhay boht kuch sikha dia ab small invest se aaya thora faida ho raha hai main ne apny koshash jari rakhi howi hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X