Strategy fail kase count karen???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy fail kase count karen???
    Fellow members mara ap se yeh sawal hai ke kuch loog kahte hain kabhe ek ya 2 trades ke uper strategy ko fail consider na karen to phr koe expert batae ke hum kitne posts fail hone ke baad calculate karen ga ke strategy fail hai ya paas???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar ham aik stargty ko proper follow kr rhe hain aur phir bhi hamen bar bar loss ho rha hai to ham smajh kaen k hamari Stargty men dam ni hai phir hamen uss strategy ko chor dena chahiye aur phir se new practice shuru kr deni chahiye ta k ham apna experience bna kr koi achi si strategy ko bna paen
    • #3 Collapse

      Bhai yah bat ka mtlb yahi hai k jub hum planing kar k trading karty hain or apni koi strtgy bna lety hain or jub osko use karty hain tu hmain loss ho jata hai dobra use karny PR bhi loss ho jay tu ap ko smjh Jana chahye k apki strtgy sahi nahi hai apki strtgy fail ho gai hai is k bad ap or learning Karen or dobra strtgy bnaen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Jab ap ko forex market mai regulart loss ho tou ap ki strategy fail hai. Es ko behatr kray. Kyu kj ap ki strategy strong ho gy tou ap ko forex mnarket mai profit bhe ho gy. Es lye strategy ko strong kray.

        اب آن لائن

        Working...
        X