trading during news
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading during news
    news ka effect bohat zada hota hai market pay jis ki vaja say humy kaam krny main bohat zada safety say kaam laina hota hai
    is waqt main ap trade ko market kay bohat zada storng ho jany pay sell kr saqty hain
    ye pher market ka gir jany ki surat main ap is main buy kr saqty hain laikin ye kaam ko news kay time ko kuch waqt guzar jany kay bad krna hota hai kun kay market reversal marti hai
    I LOVE PAK FORUM
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    news k doran trading bht ziada khetrnak hoti ha aur ziada ter nuqsan hota ha news k one second phely market maker(liquidity provider) current price k ass pass say liquidity remove ker dety hain jis ke waja say liquidity vacuum bun jata ha jis aor buy aor sell order fill(execute) ni hotay aor bht beri slippage milti ha jis ke waja say ziada ter trader nuqsan main rehta ha
    • #3 Collapse

      Forex trading business mein news k waqt trading buht risky hoti hy kiok news k waqt market ki movement buht fast hoti hy aur is movement ko samjhna aasan kaam nhi hy is k liye experience aur knewledge ki zaroorat hoti hy aur news k waqt new trader ko trading nhi karni cahaiye kiok un ko knewledge aur experience kam hota hy aur is se buht ziada loss bhi ho sakta hy news par experience trader hi trading kar saktay han
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        news k waqt trading buht riski hoti hai iss liye humein apni strategy k hissab se forex py kaam krna chahye

        اب آن لائن

        Working...
        X