"A new trader can improve his trading skills"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Aik new trader ko demo account main ziada sey ziada practice krni chaheye takeh us ki trading perfect ho jaye aur us ka confidence bhi improve ho jaye. Jitni ziada practice krey ga, utney hi woh trading skills ko jan jaye ga aur achi trading kr paye ga. Learning aur practice sey hi aap aik skillful trader ban saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      insta forex biznees min agar koi new treder hy to un ko sab se pahle insta forex treding biznees min sakill ke bare min apeuve karna hota hy tabhi woh kamyab ho sakte hyn
      • #213 Collapse

        boht say log kam karty hain agr hum is main new comer hain to humain sab say phly learning karni ho gi aoni practice ko karty rahna ho ga or humain demo ko use kar kay kam karna hoga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #214 Collapse

          Jesy jesy forex market main apka time period berhta jata hai so apka trading experience bhi increase hota rehta hai aur apki trading skills bhi improve hoti rehti hai agar apko starting main forex market main trade open kerny sy loss hota hai tou after some time apko profit hona bhi start ho jata hai
          • #215 Collapse

            humain trade main kam karna hay to humain achy say skills ko use kar kay kam karna ho ga kun kay leanring say hi humain market main achi earning hasil ho saktih ay demo say help mil sakti hay
            • #216 Collapse

              Aik new trader ko demo account main specially kam karna chaheye takeh trading skills improve ho sakain. Forex main kamyabi key leye forex education buhat zarori hoti hy aur learning main aap money management, risk management aur market analysis key concepts ko samjh saktey hain aur is key mutabiq apni trading ko perfect bana saktey hain.
              • #217 Collapse

                is main apni skill ko enhance karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur demo main learn kar k hi hum earn ark skay gay
                • #218 Collapse

                  Yes bro new trader is ma experience hasil kr sakte hein new ko sab se pgalye demo account ma practice krni chaiye phr real ma kam krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                  • #219 Collapse

                    new trader wahi kamyabi ki taraf ja sakta hai jis ko is business ka interest ho jo learn kar raha ho is ko agar is business ko seekh kar chala jae to forex me kamyabi hasil ki ja sakti hai agar mehnat ho aap ke hath me or learning achi ho tab he aap ko forex earnings ka moka deti hai is lye demo se seekha jana chahiye us per strategies bana kar apne aap ko mistakes se clear karna chahiye or phir real me start lena chahiye .
                    • #220 Collapse

                      bro i think its a wide business kitna learn kro utna kam hai har step per ek new lesson milta hai or most important thing a good trader always learn from his mistakes and try to implement it. practice makes a man perfect jitna is business ko deep ma learn kro gy utna hi ap ko profit hota jye ga
                      • #221 Collapse

                        Forex itni mushkil nai hai agar ap is ko intrest se seekho gay to koi provlem nai aye gi lost profit forex ka hissa hain is liye poori samjh se market ko analysie kr k trade lagayen or ziada profit k chakar main na rahain aik munsib profit tk pohanch kr trade close kr dain warna phr to loss hi hoga
                        • #222 Collapse

                          g han new traders demo account me practice karny se hi trading skills improve kar sakty hey trading skills ko agar ham improve nahi karen gey to forex ki market me ham achi trading kabi b nahi kar sakty hey
                          • #223 Collapse

                            ji sahi kaha mey khiyaal se hume apny plan ko achi skil se develop krna chahiye mera marlb apni stratigy ko achi skil se working krain aur future mien iss ko devolpe bhi krain aur thandks bhai aap n nai such peda ki thanks
                            • #224 Collapse

                              I agree with u iss e apko ek acha khasa time spend karna part ahai kamyabi k lia ek 2din main iss ko nahi sekha ja sakta hai apko ss main mehant ki ashad zarorat hoti hai aap iss main 6mahene main ja k earni g k qabil ho jate hain leken lzmi nahi aap iss ko ek mahene main sekh sakte hain agahr aap fill time sirf iss ko do uar passionate ho k sekho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Forex trading ke sab say challenging baat he yehi hai ke iss mai learning kay liye bohot he ziada time chaiye hota hai . aur koi b forex trading mai bohot jaldi say learning kar kay kamyab nai ho sakta hai . jo traders iss mai short cut kay chakar mai parh jatay hain aur learning nai karty woh iss mai nakam he rehtay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X