Friends hamen trading men loose hone ki sab se barri waja apne account men risk to reward ka na hona hai agar ham apne account ko apne capital k motabiq risk ratio set kren ge to ham kafi had tak apne account ko save rakh sakte hain isliye main yahi kahun ga hamen trading k doran risk to reward ko set krna bahot hi zaruri hai warna ham kabhi bhi professional trader ni bn sakte hain....
Aapka Kia khayal hai....
Aapka Kia khayal hai....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим