Risky pair
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risky pair
    My dear brother kn say pair Risky hain aur wo kn kn say pair hain agr un per trade ke jaiy too loss ho sakta hai aur un ka analysis bhi zeada acha nhe hota aik to btic,gold selver, riple hain aur
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main NZD aor GBP k pairs risky hain inn main commsion bhe ziada ha aor in ka spread bhe ziada ha iss k ilawa commodity main gold aor oil bhe risky ha aor indices main NASDAQ ,S and P 500,DAX 30 bhe risky hain in ke move bhout fast hoti ha
    • #3 Collapse

      Although it is not common for presidents to comment on the monetary policy and the central bank is an independent institution, for the US President Trump nothing is sacred enough to stop him from tweeting or commenting.
      • #4 Collapse

        aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay NZD aur GBP aur Gold oil walay pairs zeada high hoty hain es laiy aap normal trading krain aur zeada say zeada hard work karain experience say sub a jata hai
         
        • #5 Collapse

          Dear forex trading mein agar ap k pass knowledge ni ha tu al k liye sary pair risky hon gy aur apko loss hoga is liye forex ki learning bht zaroori ha aur market ko achi tarha analysis kar k trading krni chahaye lekin jin pairs ki movment fast hoti ha aur risky hain un mein gold,silver,gbpusd,bittcoin hain in mein trading krty waqt lot choti rakhyn aur achi tarha analysis kar k trade lagayn
          • #6 Collapse

            Jnb is main confirm yeah to ni bataya ja Sakta k kon kon say pair risky hain q k market kisi ki hi sunti han albata agar aap itnain experience walay ni hain to gold or oil say filhal door rahen or jub experience walay ho jayengay tb in PR trade kijyega baaqi curruncy PR itni risky trading ni hoti
            • #7 Collapse

              Dear jaha tak baat hai risky pairs ki to ais market mai her oair hi risky hai kun k ap ko kisi bhi pair ka ni pata hota k wo kitna move kry ga aik din mai aor kis taraf move kry ga ais liay hi to kehty hai k money managment k sath kaam karna chaye.
              • #8 Collapse

                Bhai men ny to sirf gold pe trading ki he aor yr bahot risky he,suddenly itni zeyada movement kr jata he k trader ko umeed nai oti, pairs k mota'alliq to men qeyas arai hi kr sakta hoon .oil waly pairs ka duna he k wo zayada risky hen..
                • #9 Collapse

                  G jis tra ap ny bat ki risky pair ki tu forex trading ma training k doran us wqt tak hr pair risky jb tk apko forex k analysis ka pta ni apko ilm ni k kb market kidr jay gi tu us k liay best ha ap ply knowledge gain krain then work krain or jhain tk bt hm gold or gbp ki ha tu un ka up and down thora different ha
                  • #10 Collapse

                    Bhai forex main oil aur gold do aisy pairs hain jo bohat he zyada risky hain kiyun kay market main in pairs ka spread kafi zyada hota hai aur inki movement bhi high hoti hai sirf experts trader he in pairs par kam kar sakty hain is liye sab bhahiyon ko chahiye kay in do pairs par trading say avoid karain taky big loss say bach sakain
                    • #11 Collapse

                      EURUSD pair sb se ziada riski hota hai sb se predictive CADCHF ka hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Me abi is barey me koi comments ni de sakta k konsa pair faida mand hai aur konsa risky kiun k me ne abi tak trading start ni ki aur abi forum join kia hai. aur abi tak knowledge gain ker raha houn forex ka.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X