Jub Trade Karna To Phir Darna Kaisa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jub Trade Karna To Phir Darna Kaisa
    ASLAMUALEKUM fellow members kuch loog trading karty hoe itne khoofzada ho jaty hain ke apne khany pene ke sony jagny ke routine tak disturb kar laty hain jub ke hum forex economic freedom ke lea kar rahy hoty hain lekn yeh he hamre lea tension ban jaty hai aesa kun hota hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Je dear main ny b ye dekha hay kuch log to aesy hoty hain k jab wo loss mein ja rahy hoty hain ghar waly b agr un sy baten kren wo agy sy ghusy k izhar karty hain... forex trading mein hamen successful hony k liye patience rakhna ho loss aor profit dono trade ka hisa hain agr loss ho raha hay to hamen patience rakhna chahiye
    • #3 Collapse

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ne ais market mai kaam karna hi hai to hum ko ais market mai enter hony se dar ni lagna chaye kun k hum jab ais market mai kaam karty hai to zehan mai dar ni hona chaye ais se hum ko achi trades bhi mily gi jab dar ni ho ga to.
      • #4 Collapse

        w.salam
        asal me dosto me ap logo se kehna chahata hu k please ap sub log forex ko apnay ser par sawaar na karen agar ap asa karengay to paisa kamana to door ki baat es se apki sehat kharab hojayegi or ap mently toor par bht he zada tention me rehne lag jaoge es lia esko cool mind with relax mahol me kren or agar loss face hoto bhi koi baat ni hai next time hojayega profit esko ap bus ser par sawaar na karen.
        • #5 Collapse

          Bahi khof to dil main rehta he hay chahey aap jitna marzi kaho k aap nahi daro gy. Lekin khof ka affect aapke trading par nahi parna chahey kun k trading dar ke wajha se nahi ho paati aur zayda nuqsaan hota rrhta hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Jo darty hen wo marty hen. Forex jab ap enterho jaty hen phr ap apny dill se darr ko hesha k liy gud bye bo den. Yaha per darh se kam kerny walon k liy koi jaga nhi ha. Yaha per kam kerna h tu bahadur ban kr kam karein or us se ap k andr himaat ati ha or kam kerny ka honsla paida hota h

            اب آن لائن

            Working...
            X