Apne Loss ko Accept Karna Kiyun Zarori He!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jee bilkul ap ne sahi kaha ke lazmi nahi ke hamen har trade men profit hi ho, hamen loss bhi ho sakta hey or loss apni mistake ki waja se hota hey. Is waja se hamen apne loss ko accept karna chahiye or us se learn karna chahiye ta keh again hamen us mistake ki waja se Forex trading men loss na ho.
     
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes brother yeh aik haqeeqat hy ais business ma loss and profit dono hotay hy apni ghaltion say seekhna chahiye ye humari sab sy best teacher hoti hy apni ghaltion ko saamny rakh ky apni trading strategy banani chahiye losses he aap ko baray profit ki taraf lead karty hy
      • #18 Collapse

        loss ko accept karna hi more loss se hamy safe rak sakta hay, agar traders esy trades ko close nahi karty jes me more loss hony ka dar ho to mery khayal me esi trades ko open rakna account ko wash kar sakty hey, traders ki koshish honi chaye key wo big loss waly trades ko planing key sath close kary.
        • #19 Collapse

          bhai jaan ap ko agar loss a gya hy tu is ko accept lazmi karan chaye kaun jo bnda loss ko accept nhn karta hy is ko phr lazmi is ko chorna parat is lye is pr mazeed mehnat karey jis sy is ko boht profit ho ga ...
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            dear brothers bat ye ha k phly to is trade mn lalach nahi krni chaheye Q k is trade mn agar lalach ki jaye to is mn loss nahi hota aur agar is mn loss ho bhi jata ha to hamein dil nahi harna chaheye . sirf apni mehnat kr ky apni investment ko ziada krna chaheeye .

            اب آن لائن

            Working...
            X