Forex market main 80 percent logo ko loss kiun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main 80 percent logo ko loss kiun
    Dear aaj main aap ko bataon ga kay forex trading main 80 percent logon ko loss kiun hota hai.
    • solution and problems

    Dear 1 to ye kay knowlege he nahi hota investor ko kaisay trade karna hai.
    Second knowlege hota hai laikin amal nahi karta.
    3rd one amal karta hai. Sirf strategies per laikin money management per nahi.
    Success full long term surviavl kay liay bonus account per trading kartay samay sab baton per amal karna zaroori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahot achay aap ne jin baton ka zikr kia hai waqae ham sab men ye khamian pi jati hain tabhi to hamen loss go jata hai hamen agar senior kou baat samjhata hai ya hamen kissi senior se forex k bare men koi information milti hai ya pak forum pe ham koi acha theard ko read krte hain to hamen uss pe amal bhi krna chahiye q k sunne men aur amal krne men bahot ziada farq hota hai jo log sirf sunte hain wohi loss krte hain aur jo amal krte hain wohi successful hote hain
    • #3 Collapse

      bhai ap ny bhut achi bat ki hai k aksar trader ko loss knowledge ka na honey ya knowledge hota hai amal ni krty as liay loss krty hain bilkul bhai ager hamry pass knowledge hai tu hamen us py amal bhe krna chahy aor apni money management bhe zarur kren emotion py control rakhen discipline sy trade kren kbi bhe greed na kren tu loss bach sukty hain
      • #4 Collapse

        Dear apki bat sy 100% agree kron ga mery samet 100 ma sy 80 o0 log aisy hain jo take profit to lga lety hain lkn sl nhi lgaty account wash krna prefer smjhty ha8n lkn stop loss hit nhi krvana chahty aisa keun hota hai wo is leay ky hum loss recover krny ka believe he nhi rakhty hain.
        • #5 Collapse

          Apki baten apni jaga pe thek hain lekin loss ki waja her wqt planning ka masla ni hota baz auqat forex market bhi dhoka de jati hai jese is week me gold ne dhoka dia hai sab keh rahey the k market up jaey fi lekin kia hoa market record neche gai hai.
          • #6 Collapse

            Me is baat se agree kerta hun k Forex trading me ziada ter log losses ker rahe hain means ratio failed peoples ki ziada hai or is ka reson main jo hai k experience or knowledge ki kami k sath sath greed big reason hai k peoples means new traders starting me specially bohat lalach kerte hain jo jaldi earn k chaker me big mistakes means big losses kerte hain jis waja se ratio Forex me nakam logon ki ziada hai.
            • #7 Collapse

              G brother bilkol aysa hi hota ha some time aysa hota ha k jb hm log trading kr rhy hoty hn tu hmain kafi profit ya phr loss ho rha hota ha or wo mazeed increase ho rha hota ha tu us time hm log senseless ho jaty hn or apny emotions ko control ni kr skty jis py hm galti py galti kiay jaty hn jis sy hmain loss ka smana krna parta ha so us time bi hmain market ko shi study krna chaiy analysis ko follow krty huy mony management krni chaiy
              • #8 Collapse

                G ha dea ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko market mai ya to knowledge hi ni hota k hum ne ais mai kaam kaisy karna hai aor ais k ilawa baat ye hai k agar pata hota hai to hum lalach kar jaty hai akr lot wagera bari laga lety hai jis se loss bhi kafi zayda hota hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                  Dear aaj main aap ko bataon ga kay forex trading main 80 percent logon ko loss kiun hota hai.
                  • solution and problems

                  Dear 1 to ye kay knowlege he nahi hota investor ko kaisay trade karna hai.
                  Second knowlege hota hai laikin amal nahi karta.
                  3rd one amal karta hai. Sirf strategies per laikin money management per nahi.
                  Success full long term surviavl kay liay bonus account per trading kartay samay sab baton per amal karna zaroori hai.
                  Forex trading main 80 percemt traders is liye loss main jaty hain q k wo forex trading main enter hoty hi prpfit bnany ki sochty hain trading ko learn koye bna he trade krty hain jis sy unko market ka pta nahi hota or unko loss ho jata hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    han apne bht he achi post ki hai bilkul asa he hota hai q k market me just esi waja se 20% he log kameyab ho patay hain q k ye 1 bht he mushkil business hai jisme apnay mind k sath sath apnay emotions par bhi kabu rakhna hota hai well money management bht he zada zaroori hota hai trading k lia or hume es par amal bhi krna chahe.
                    • #11 Collapse

                      Bilkul bahi g aapne acha thread lagaya ha. Aur main ye samjhta hun k sab jo eham tareen cheez trading main hay wo h patience. Agar patience aap main ha to aap learn bhe karo gy aur earn bhe karo gy. Aur sabar na karna sab se zayda loss ka sabab hay
                      • #12 Collapse

                        aapki baat theek hai Forex mein 80% log fail Hote Hain Jiski reason Yeh hai ke woh Aurat so serious nahi Lete Hain wo justice store as a game ke Taur par kaam karte hain isme waste of time karte hain Agar wo horoscope serious nahi Lenge skill learning nahi karenge aur iska experience harsal nahi karenge Jab trader Ke Paas experience nahi hoga knowledge nahi hoga Tu lazmi baat hai kpop wale Honge aur dusro Pada factor Yeh hai isme trader Great ke sath trading Karte Hain Jiski wajah se wo Puri Tarah Se Hote Hain Jab Tak Hum emotions ko control nahi kalale the tab tak Humsafar Hote Rahenge forex business Ek Aisa business hai Jisne Hame Iske usko follow Kar Ke Chalna hoga tabhi Hum successful trader ban sagty haen
                        • #13 Collapse

                          without any reason key kesi ko trading business me loss nahi ho sakta hay, jab be hamy loss ho to hamy ye zaror sochna chaye key hamary es loss ka reason kia ta aur ham apni es mistake ko kesy control kar sakty hey
                          mery khayal me 80% traders es waja se trading me loss karty hey key es traders market ko samaj nahi paty aur esy traders market ko analysis be nahi kar sakty esi waja se loss ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            dearpehly tu app ko bta dun k ap ki information wrong hai forex mai 90% logon ko loss hota hai na k 80% logon ko iss leay wo he log profit he profit kar paty hain ju k forex k rule ko achi tra say apply karty han iss leay ham ko bhi iss k rules ko aplply karna boht he zrori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han apki bat sahi hai kr mn apki bat se agree hun q k jub tak him apna experience use nhi karty hain tab tak hmain acha profit nhi mil skta hai es liye hmain loss se bchny k liye aik ty kafi Sara knowledge hasil karna chahye dosra apny knowledge ko use bhi karna chahye a k jub him apni trading mn roka system rakh kar trading karty hain tu loss yakini ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X