trading ko effect karne wale anasir
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ko effect karne wale anasir
    Firex tarding mn jo cheezain ap ki trading ko effect kar tahi hn wo ye hn k ap mn greed ka ansar ka a jana ,,enotions pa control na karna aur isis tara trading ko bar waqt use na karna ap ki emotion mn a kar tarding lots bari bri lagana so these are some points which we should keep in mind while trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Mera khial yeh kehta ha keh apki trading pa effect krny wali main cheez apki mentaly tension ha yeh tension aisi cheez ha jo apki poori trading Pa effect krti ha is k ilawa apki company bhi isko effect krti ha baqi aur kafi awamil hain magar agr ap apny zehn ko relex aur fresh rakhen ga to trading achi ho gi.
    • #3 Collapse

      Dear forex trading main kafi saray thing hoti hain. Jin say market reverse ho jata hai.
      Is liay aap ko pata hona chiay kay forex trading aik aisa business hai jis main aap kay saktay hain.
      Kay hamain zada faida hasil ho sakta hai.
      Aap ko pata hona chiay kay forex trading aik aisa business hai jis main.
      Factors currency per affect kartay hain. Or fundamental factors bhi currency per affect kartay hain. Is liay hamai bn chiay kay forex trading ko jab bhi trading karain.
      Apnay Annaylis achay rakhain. Or jin factors say market per farak parta hai un ko mind main zaroor rakhna chiay or hamain chiay kay apnay bonus account insta forex ko save rakhain ta kay hamara profit chalta rahay.
      • #4 Collapse

        Aesi boht si chizen hen jin ki waja se hamen trading men loss hota hey, in men sab se important chiz greed hey, or us k baad in men money management or risk management bhi aa jati hey, agar hum rules ko proper follow nahi karen gey to hum forex trading mn profit nahi kar sakty. Is waja se hamen rules ko proper follow karna chahiye.
        اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          G han apki bat sahi hai or main agree hun him yah effect sub bohat achi trha janty hain mgr amal nahi kar paty hain him sub khud he greed kar rahy hoty hain or apny emotions par control bhi nahi rakh paty hain es liye hmain en harmful effects ko apni trading main shamil nahi karna chahye q k yahi loss ki wjah bnaty hain or hmain loss hota rahta hai en ko sath rakhty howe

          اب آن لائن

          Working...
          X