What are tasks and goals of a trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are tasks and goals of a trader?
    Dear members aik new members kay kya tasks honay chaiye jo best trading kay liye perform karay aur ye batain kay aik trader kya kya goals le kr ay forex business mei ya trading join k bad uskay kya kya goals honay chaye aur unko haasil krnay kay lye kya kuch krna chaiye
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G jnb aap nain acha sawal kiya hai meray khiyal main koi bhi banda trading main aata hai to is k mind main yeahi baat hoti hai k woh SB say barha trader banay PR main cheez yeah hai k aap jaldbaazi say bachain aur sabar say kaam Latin slow slow chaplain PR continuesly chalain
    • #3 Collapse

      Mere khyal main ko bhi new trader hay un ka task ye hona cahiay k humay forex trading main kamiabi hasil karni hay aik acha aur kamiab trader banna hay aur achi trading karni hay acha profit hasil karna hay aur khob prectice karni hay trading par
      • #4 Collapse

        Bhai jaan app ny acha swal kia hy app ko waza ker don k jo b business kerta hy us ka goal hota hy acha business kerna aor profit kamana , newbie k liay basic task forex trading ka knowledge gain kerna practice kerna aor bhai jaan skills improve ker k trading ker k profit kamana hy. Do you agree with me.
        • #5 Collapse

          Dear aik trader ko chye ky apny account ko manage kry aor forex forum sy jo kch sekhy wo apply kry aoni trading strategies aor achi planning kry supposed kry ky market ma risk bht hai usi hisab sy apny account ko support aor resistance ky hisab s tp sl lga day
          • #6 Collapse

            main aap ki baat se agree krun ga puri tarah humein pehle goals set krna chahye aur phr un ko achieve krne ki strategy bnani chahye
            • #7 Collapse

              new member ka task hona chahye k forex trading ko sekhy har field men know ledge improve kary aur goal achi trading jo k risk free ho aur loss k chance bhi kam hon esa tab hi mumkin hy jab ap khud ko kam earning pe satisfy kar lain gy.staring mein lalach hi failur ka baes banti he
              • #8 Collapse

                Me samjhta hu aik traders k goal set honay chaiye usko maloom hona chaye ky wo income haasil krnay k lye usnay forex pe start liya tou kamyabi sirf planing skills ky sath ha sab se pehley usko invest karay mind apna kamyabi k lye lagao takay ap success ho asi soch asay goal krk jab trader chalay ga wo kamyab hoga
                • #9 Collapse

                  Well new trader jo bhi forex ki dunia main entry marta ha kmayab hona chahta ha new trader jo bonud hasil kr k trading krnay ka irada rakhta ha us ko sb say pehlay chahey k trading start krnay say pehlay demo account pay practice kray aur apnay goals hmesha high rakhnay chahean aur apni tarf say sar tor koshish krni chaheay apnay goals ko hasil krnay k leay.
                  • #10 Collapse

                    Brother sab say pehlay goals ki bat karty hain to new traders ka goal sirf money earn karna na ho balky forex main kamyabi skills aur trading main expert hona ho jo learning aur practice say achieve kar sakta hai aur is kay liye lalach say bachain greedy insan kabi forex main successful nae ho skta overconfidence aur wrong decesions say avoid kary
                    • #11 Collapse

                      fOREX MARKET MAI AK SUCCESSFULL TRADER KA YA TASK HONA K WO FOREX MARKET MAI TREND KO FOLLOW KRAY AUR MARKET MAI REGULAR ANALYSIS KRAY. JIS SAY WO FOREX MARKET MAI APNAY TARGET KO SET KR SAKTA HAIU AUR WO LOSS SAY BHE BACH SAKTA HAI. JIS SAY ES KI EARNING ZADA HO GY.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                        Dear members aik new members kay kya tasks honay chaiye jo best trading kay liye perform karay aur ye batain kay aik trader kya kya goals le kr ay forex business mei ya trading join k bad uskay kya kya goals honay chaye aur unko haasil krnay kay lye kya kuch krna chaiye
                        Forex trading mein jo traders trade karte hai woh trading co learn Karke Apne gold achieve kar sakte hain aur traders ko proper plan Banakar trading karna chahiye Jab traders plan Bana kar trading Karenge 2 target achieve karna Ehsaan hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Forex ko join kerne ka main goal aur purpose ye hona chahiey k ham forex se kuch sekhen aur kuch money earn kren apne liey aur apni family k liey kiun k ye bohat acha platform hai jis se ham bohat kuch earn ker saktey hain bas thori si mehnat darkar hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Ye point bht acha ha ap ka aap nain acha sawal kiya hai meray khiyal main koi bhi banda trading main aata hai to is k mind main yeahi baat hoti hai k woh SB say barha trader banay PR main cheez yeah hai k aap jaldbaazi say bachain aur sabar say kaam Latin slow slow chaplain PR continuesly chalain.jalbazi na kary.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Main khud new ho yaar yaha per

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X