"Is there any limitation for learning on the Forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex ko jitna ziada learn kia jaae utna hi kam hai aro demo pe practice bhi jaari rakhna chaey taa k experience main izaafa ho aor real account main kaam karne main koi problem naa ho is lye ziada se ziada learning and practice pe tawajja dena chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      No koi limitation forex main siekhnay ki nahe hain aik to hum apni daily trades main bohat khuch siekhty hian dosara different sites say app bohat khuch acha learn ker sagty hian
      • #243 Collapse

        insta forex treding biznees min tredung karne ke lie hum ko jo bonus milta hy mera kyal hy kah qoh aik limat take hi hum ko milta hy tabji jum is biznees min treding katte hyn
        • #244 Collapse

          no limit for learning in any subject there is every second new researches are coming and if you stop your learning then you will fail/fall
          • #245 Collapse

            nahin janab Forex trading k iss business k baray main learning ki koi limitation nahin hae.. kynk hum sab yeh baat jantay hain k Forex trading ek vast online business hae hum jitna iss business k baray main jitni knowlege hasil karenge wo kam hae..
            • #246 Collapse

              Learning ki koi limitations nahi hoteen aur aap ko daily basis par forex ko learn krna party aur is ki update lena parti hy. Forex aik risky business hy aur is ki market main daily changes hoti rehti hain. Agar aap daily basis par update nahi lain gey to aap market key trend ko samjh nahi payen gey aur nuqsan uthayen gey.
              • #247 Collapse

                Right brothers Forex bhi computer k ilm ki tarah aik sumandar hai is min jitna ghota lagaya jai kam hai Forex ko jitna sekha jai kam q k is min rozana ki base pr izafa hota hai or hr din ni cheez sekhney ko milty hai aap k research k mutabic market ko kuch hona chahie lekin real min market kuch or ho jati hai isi tarah daily bases pr aap k ilm or izafa hota hai
                • #248 Collapse

                  Dear ap n bilkal tek kaha ha k forex trading ka knowledge both bara ha daily koi na koi baat seekny ko milti ha ap real account m trading karny sath m learning ja ri rakhny ta knowledge or experience m azafa hota rahy
                  Be safe .its a dangerous market out there...:D
                  • #249 Collapse

                    Ofcourse is mein seekhny ki koi limitation nai hai trading seekhna to samandar jesa hai jitna seekhty jao utna gehrai mein utarty jao gy but is ka ikhtytam nai hota jitna intrest utny nwe rasty milty hain trading mein
                    • #250 Collapse

                      main yeh samjta hu forex esa kaam hai jis main jitni mehnat karo gy utna hi chance hai ap ki kamyabi ka forex main learning bohat zarori hai insan meht kary dil chota na kry tu kamyab hu sakta es main main asani sy koi mushkil ni
                      • #251 Collapse

                        bhai jan kisi bhi kaam me learning ki koi limitation nahi hoti he koi had nahi hoti ap har waqt kuch na kuch seekhte rehte he isi trah forex me bhi koi limitation nahi he jitna kaam karege roz kuch na kuch seekhte rahege kabhi loss kerke to kabhi profit earn kerke learning kabhi khatam nahi hoti.
                        • #252 Collapse

                          Dear knowledge has no limit in any field so as for as forex has concerned that we have so much because forex has wide scope and here no room for mistake. so that is why forx required huge amount of knowledge . that we can get through large experience .
                          • #253 Collapse

                            Agar ap forex mein learn kar ke is se paise kamana chate hai tu iskiley ap ko bohout qurbani dana hogi ap ko waqat dina hota hai tab jaa ke ap ko experience milti hai aur per ap khub paisa kamane lagte ho
                            • #254 Collapse

                              Mery bhai forex market mai learning ki koi limit nahi hai. Ap es market mai zada say zada learning krtay hai tou ap es market mai profit bhe zada ho g. Kyu forex market mai learning ki bohat zaroori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                dekhn bahi wakia e is main learning ki hamesha sy gunjaish hoti hai hum jitna bhi learn ker len lakin na kafi hota hai is liye main ap ko bata chalun k boht sari chezen hamen lazmi learn kerni parti hain, is liye main apko bata don ap ziada sy ziada learn kren aur update krety rahen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X