Account ka wash hona ki bari waja kyia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    loss honay ki wajah jab account wash hota hay greedy aur lack of knowledge big mistake hoti ha apnay account ko loss say bacha skty hain agr ap thek say forex ko sekhty hain chart ko read kety hain mareket ki move ko samjhty hain aur markete k trend ko samjhty hain k major trede kon sa hay aur minor kon sa hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      App ka sab tips boht perfect hain bhi lalach boht important ha ya sab loss ke major waja ha app isi sa bari lot lagio ga bra profit ka chkr main pro ga jiss ka end account wash he ho ga is lyia ya mistake zyida tar newbie he krta hian amm tor par main bhe iyk newbie hon lakin main na phla acha traha sa forex ko study kyia ha jo tips is forum sa mil rahi hain in ko follow kr raha ho..
      • #18 Collapse

        Account ka wash hona aur zayda loss man chalay jana 2 alag baten hain. account ka loss main hona us kay stop loss use kernay ki nishani hay aur account ka wash ho jana is bat ko show kerta hay kay trader nay kbi stop loss use nahi kia aur chand trades nay aik achi khasi amount kay account ko wash ker dia.
        • #19 Collapse

          Acc ka wash ho jana ki sab se bari waja ye hai ky forex ko bagher sochy smjhy kisi se ekhy bagher shuru kar dena . market ka utar charho , news effect ko dekhy bagher enter ho jana . aur profit ko dosro pr depend krna hai .
          • #20 Collapse

            forex man loss k ye reasons theek han. forex man traders apni ghalti ki weja say kerty han. forex kisi ku jaan boojh ker loss nae daita. trader ku ager experienced hun tu un loss nae hota. account wash lalach say hota ha ya laperwahi say.
            • #21 Collapse

              Mery khayal mein to account ky wash hony ki sab se bari wajah jald bazi aur choty capital ky sath bari lot lagana. Ap jab bhi bari lot lagaty hain to khayal rakhein ky stop loss zaroor lagain. Aur take profit bhi. Akser market ap ky fever mein ja ker wapis a jati hai aur dekhty reh jaty hain.
              • #22 Collapse

                g bhai apn bil kul thek kaha or ap k tmam points qabile gaoor hain kososan ye k demo p parektis na krna or agr kbhe kici n ki bhe ho to bahot km ki ho or is k sath sath isk bare mein koch knowlage bhe hona chahye k trading kaese ki jati h wrna kaafi tajrbe kar bhe thori ci galti ki wja se apna sara ACOND WASH KR BHETHE hain is lye is k bare mein knowlage hasil krna chahye
                • #23 Collapse

                  Bahi forex ma account k wash ki ki bohat vja ho sakti hain jin ma trading ka pata na hona marketing ka koi pata na hona sai analysis na kar sakna aur experience na hona demo account ka aur na kisi say help lena.
                  • #24 Collapse

                    Kafi sari wajoohat hain Account wash honay ki. Bay sabri karna, market ko analyse kiye bagair trade ko pick karna. over trading karna, aik say ziyada pairs per work karna. bari lots per work karna aur bina money managment kay is risky business main haath daalna.
                    • #25 Collapse

                      Account k wash hone ki sb see bi what hmara over confidence ha jb hum ye smajhny lgty hn k hum ne sb kch learn or liya ha hmen mazeed learning ki zrorat ni hai is doran hum koi bra qadam uthaty hn koi bri lot lgaty hn jis see hmen bohat bare nuqsan ka samna krna parta ha isi tarha hmara lalach bi hmen tabahi ki traf le kr jata ha agar hm in dono emotions par control or Lyn to hmara account kbi wash ni ho ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Account ka wash hona ki bari waja kyia

                        forex main hamy hard work or mehant sy kam karna chahey is main hamra account hamari hi galtio ki waja sy hota hain jab ham bager practice or knowledge ky market main investment karty hain dosoro ko copy karna kud apny zehan sy kuch be na karna loss ki wajohat hain is main forex market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X