Remove emotions when you get loss in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex business ma loss hota ha to per hum ko chahaye ka hum es loss pa apna emotion ko control kara to per hum ko achi trade ka leya hard work karni hoge to per hum ko achi earning ho skate ha warna hum ko loss he hoge ager hum apna emotion pa control nhi karsakta ha..............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy aur jab loss hota hy tu kise galti ki waja se hota hy jab loss ho tu emotional nhi hona cahaiye kiok loss k waqt agr ap emotional ho kar trading kartay han tu aur mistake ho gi js se aur ziada lose ho sakta hy emotions ko control karna cahaiye
      • #18 Collapse

        dear forex trader
        loss zindagi ka aik hissa hai hamain iss ko trading krte wqt feel nahi krna chahiye
        blky iss pr sabar krna chahiye orr ache ki umeed rakhni chahiye
        • #19 Collapse

          Sir first to yeh keh humain high risk per trade kana hi nahi chahyie other agar low risk per trade kartay hian to humain loss ki surat main emotional nahi hona chhayei bilkeh emotional per control kar kay trading karna chhayie. jo trade emotional ho jatay hain wo big loss kar letay hain becaise emotional ho trader without analysis kay trade open karta hay.
          • #20 Collapse

            Emotions aur greed aur over trading us waqt hi sab kuch hota hy jab trading mein loss hota hy kiok jab loss hota hy tu hum emotional ho kar loss ko recover karne k liye greed kartay han aur over trading kartay han js se account hi wash ho jata hy is liye jab loss ho tu emotional nhi hona cahaiye aur na hi over trading karni cahaiye agr loss ho sakta hy tu profit bhi ho sakta hy
            • #21 Collapse

              remove emotion demo acoont bhot best hai first time inter hony walon k liye demo accont mei kafi asani se ap trading use krna sekh sakty hai liken ye kam samnder ki tarha hai es ko krna or ye kehna k mujhy forex trading use krna full ah gaya hai to ye bhot bhari bewakofi hai bhot wasi kam hai ye
              • #22 Collapse

                G bilkul thek kaha ap nay boht say trader aik hi trade ko lay kay beth jatay hain jab tak wo positive rehti hay wo khush rehtay hain jesay jesay negative hoti hay wo pareshan hona shoro ho jatay hain. is liye trade hamesha stop loss kay sath kerni chahye aur thora loss lay kay new opportunity find kerni chahye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Remove emotions when you get loss in forex?

                  Forex trading business mein hum ko kabhi bhi emotional nhi hona cahaiye profit ho ya loss emotional nhi hona cahaiye aur apne emotions ko control karna cahaiye aur loss ko dekh kar emotional ho kar ziada lot size use kar k loss ko recover karne ki koshish karain gay tu is se aur ziada loss ho sakta hy aur agr loss hota hy tu us ko cover karne k liye sabar se planning karni cahaiye tab hi kaamyaab trader ban saktay han

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X