Remove emotions when you get loss in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Remove emotions when you get loss in forex?
    Loss hota dekh kar kar har trader emotions aur apny apy se bahr ho jata hai jis se wi ghalti per ghalti karta jata hai is ley emotions per control karen aur loss ko yeh soch kar bardashat karen ke loss a skta hai tu yeh profit main bhi baasani change ho skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikoum my dear brother daikhain forex trading ko jab tak sekh kr na kya jaiy tab tak koi faida nhe aap ka forex Business main anay ka agr aap sekhay bagair kam start kr daity hain too loss hota hai knowledge honay say jab loss hota hai too trader parishn ho jata hai es laiy aap loss honay kay bad jazbati na hoo emotional na hon kam per tawaj dain sb teak ho jata hai hard work say
    • #3 Collapse

      yes of course mai apne motion score emotionsset reading nahi karni chahiye aap ko pata hona chahiye Hum Jab Bhi Forex trading kare 260 Apne instaforex bonus account ko secret kaje se sarakta Jaye aur apne instaforex bonus account se without greed and fear trading Karni chahiye jab tak Hamare Andar Se greed and fear nahi khatam ho jata Hame profit nahi hoga
      • #4 Collapse

        Dear brother aapne thik kaha hai mai aap ki baat pe agri karta hoon Forex trading Ek Aisa business hai agar aap apna emotion remove kar dete Hain To aapko loss uski wajah se hota hai aapko chahiye kya aapne apni emotion pe Kabu Rakhe aur Soch Samajh Kar Kare aap ko chahiye Koi mistake Na Kare
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          yr business main ups and downs aty raha ty hain kabi profit or kabi loss ya life ka hisa hai agr app ko trade main profit nhi ho raha to app sabar kry app ko ak time par acha profit ho ga agr app ya kahe k app ne abi trade ki or abi profit ajye to asa nhi hota us k liya app ko wait kr na hota hai or sahi time pr trade kr ne hoti hai loss sy persion nhi hona chahy market upar hai to nechy zaror ati hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
            Loss hota dekh kar kar har trader emotions aur apny apy se bahr ho jata hai jis se wi ghalti per ghalti karta jata hai is ley emotions per control karen aur loss ko yeh soch kar bardashat karen ke loss a skta hai tu yeh profit main bhi baasani change ho skta hai
            Apki baat teek he trading me loss or profit dono hoty he is kiye baaz traders jab koi loss krty he tu wo interest lena kam kr dete he bajaye is k wo apni planning thodi change kr k phr trade kry tu umeed he profit b hoga
            • #7 Collapse

              Bhi ye bat ap ki thik he k emotion ku dor kr ln lekin ye na mumkin c bt he jb loss hota he to insan ik dafa aapa zaroor khota he beshak thori der k lye hi q na ho bhr hal apne ap per kabo rakhne mn hi mazeed loss se bacha ja skta he
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat sahee hy ap ko jab aik dafa loss ho jata hy to ap phr jazbati ho k loss ko recover krny k liy dobara trade open kr dety ho jus sy ap ko phr dobara loss bi ho jata hy to is liy jab ap ko aik dafa loss ho jay to usi din koi aur trade open ni kro blky ap ys din market ko judge kro aur next day phr trading kro
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
                  Loss hota dekh kar kar har trader emotions aur apny apy se bahr ho jata hai jis se wi ghalti per ghalti karta jata hai is ley emotions per control karen aur loss ko yeh soch kar bardashat karen ke loss a skta hai tu yeh profit main bhi baasani change ho skta hai
                  Salam Bhai AP bilkol thek khy rhy ho ky forex trading ma loss hota dakh KR bhot sy log emotion ho jaty ha is leya wo trad ghlt lga daty ha is lya emotion nhi hona chya trading krty wAqt
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear friends, forex ek business ha and es main nafa aur nuksan dono chances hotay hn...kuch log loss anay pa jazbati ho jatay hn and jazbat main aa k mazed mistakes kar lete hn..un ko chaheay k jazbati honay k bajaey apni mistakes ko hi kamyabi ka rasta banaen.
                    • #11 Collapse

                      My dear friend ap ki bat thek hai waqi ye bat har forex trader par lagoon hoti hay aur har trader ko loss bardasht karna bhi parta hay chahy wo chahta ho ya na chahta ho lakin jo trader loss ko profit mein tabdil kar lay wo hay asli forex trader thanks
                      • #12 Collapse

                        loss kisi ko bhi kitna bhi ho skta hai lekin jo cheez matter krti hai wo yeh hai k aap uss lose ko overcome kese krtay hain. emotions ko control mein rakhien aur loss ko overcome kr lein
                        • #13 Collapse

                          Loss hony par hamain apnay emotions par control fakhna chahiye kuch log aisy hoty hain jinko loss hota hai to wo revenge kay chakr main aa jaty hain is tra mazeed miatakes kar kay aur loss kar dety hain hmain loss hony par sbr karna chahiye aur jo mistake hue us se lesson lena chahiye usko analyse kr k correct krna chahiye...
                          • #14 Collapse

                            ofcourse dear humainy jub loss ho os wakt humainy bilkul b emotional nehi hona chahiey balkay humainy os wakt or zada strong honay ki need hoti ha or humainy jub loss ho to os wakt sab se zada need diciplne me rehnay ki hoti ha forex me loss and profit aam cheez ha ap ko chahiey kay ap emotional honay ki bajaey apni mistake ko dekh kar un ko theek karay jis ka ap ko next trading me b faida ho ga emotional honay se ap ki sehat par hi nuksan ho ga forex me emotional honay ka koi faida nehi milta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jab humain loss ho raha hota ha to koi bi Trader ye dekh nae pata hai or mostly close kar dete hian apni trades ko jabke humain esa nae karna chiaye humain moqa dena chaiye market ko or is se profit lena chiye but hum mostly time is ko miss kar dete hain ye bohat zaruri hai hamare lyie ke hum right time ka wait karain trading ke liye ta ke humain koi tension hi na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X