Forex trading main kon se cheezin hum ko loss ki taraf lay jaty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main kon se cheezin hum ko loss ki taraf lay jaty hn
    Maira tamam forum members se ye sawal hy ke kon se factors ya mistakes aik traders ko loss ki taraf lay jaty hn plz apna apna experience share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading me jald bazi, over confidence, greed, emotions ye sab esi cheezy hey jo traders ko loss ki taraf le jati hey,
    agar traders se ye cheezy control nahi hoti to esy traders kabi be successfully trading nahi kar sakty.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
      Maira tamam forum members se ye sawal hy ke kon se factors ya mistakes aik traders ko loss ki taraf lay jaty hn plz apna apna experience share kren
      Over confidence or lalich aisi cheezain he jo insan ko trading me dooba deti he bajaye sabar ka phal meeta hota he sabar kia kry or tawakal kry tu loss nhe hoga agar har bar loss Hota he tu ap apni planning or strategy change krle thodi phr
      • #4 Collapse

        Forex main impatience yani trade karty doran jaldi bazi krna aur lalach krna hmy loss ki trf lay jata hai is kay ilawa wo traders less learning kay bad trading start kar dety hain unka experience aur knowledge complete nae hota wo bhi loss karty hain is liye agar hm trading main perfect hona chahty hain to mehnat se kam krna chahiye...
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
          Maira tamam forum members se ye sawal hy ke kon se factors ya mistakes aik traders ko loss ki taraf lay jaty hn plz apna apna experience share kren
          Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut accha Sawal Kiya Hai Forex trading Mai bahut sari Kaisi cheez hai jo Hame nuksaan ki taraf Le Jati Hai Jaisa ke laalach karna market ko acche se analysis Na Karna apni trade par confidence na Rakhna aur Saath Saath cool mind hokar order open Na Karna
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apni trade ko ghaldi open nhi karni chahaye or hum ko market ke movement ka look ko dakna chahaye to per hum ko apni trade pa decided karni hoge ka hum ko keya karna ha ager market hamara taraf ayte ha to per trade ko open karo warna close karo.........
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
              Maira tamam forum members se ye sawal hy ke kon se factors ya mistakes aik traders ko loss ki taraf lay jaty hn plz apna apna experience share kren
              Assalamualaikum bhai Mere Khayal mein aapne in Jaiswal Kiya Hai usne mere hisab se sabse Zyada zaroori cheez jisse Hum Chod Baithe Hain Woh analyse hai market analyse nahi hoga aur aap bhi Na Kuch Socho Samjho trade kar denge to aap Nissan Samna karna padega
              • #8 Collapse

                loss ki taraf demo account main trader without any loss kay trading ka good experience hasal kar sakta hay and yeh experience us ko real account main earning kay liay help karta hay, agar demo account main practice kay bagair trader real account main trading start karta hay to us ko loss ho sakta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main kon se cheezin hum ko loss ki taraf lay jaty hn

                  forex mai hum trading karty hain to hamy munafa milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat ache job hain is mai hamar koi boss nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik international business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X