day trading vs night trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    day trading vs night trading
    dear members apki raey k motabic day trading best hoti hae ya night trading.q k kuchh logon k pass jobs ki wajha say din ko time ni hota to wo sirf night ko hi trade karty hain.agr night ko time milly to kis waqat trading karni chaeay..? aur kis pair pay karni chaeay aap Pakistani time k motabic batain, mery kuch dost hain jo sirf night ko hi free hoty hain aur wo sirf night ko hi trade karty hain.mery khial men night ko movement bahot kam hoti hae markeet ki to scalping karna b kissi had tak bahot best rahy ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai waisy to Pakistanion k liay to day trading bahot hi best hoti hae mgr jin logon k pas time ni hota to wo raat 7 bjy say lay k raat 11 bjy tak k darmian trading karren to bahot sahi hoga q k 7 say 9 tak newyark+london overlapping kar rahi hoti hain aur 9pm say 11pm tak newyark ki markeet ki movement achi hoti hae.
    • #3 Collapse

      Dono time trading behtar hain lekin ziyda tar night trading experienced traders kartay hain, day trading may trader MT4 k samany hota hay or trade ko monitor karta hay or jub b trade kuch khas profit may chali jati hay tu us ko close kar detay hain, dosri baat yi hay k agar day trading k doran market uncertain ho jati hay tu ap baray los se bachnay k liye trade poran close kar detay ho, night trading may aksar trader so raha hota hay tu market k uncertain honay ka usko pata nahi chal pata jis ki waja se trade loss may chali jati hay.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Trading night ko bhtr hoti hai koun ke is waqat bnda din ke sb kam nimta kar free ho chuka hota hai jis ki wjh se wo trading main zaida focus kar skta hai koun ke agr trading per dehan na dia jay tu is ke bury asrat bhi piada ho jate hein .Mera sb traders ko mashwara hai ke trading time ko kia karen tahke apko is se bhtr andaz main faida mil saky
        • #5 Collapse

          Agr donon ka mawazna kia jay tu night trading nhtr hai koun ke night ko market bhi teez hoti hai jis se km time lga kar zaida profit bnya ja skta hai.Night trading main apko disturbing nai hoti koun ke ap already apny kam nimta chukay hoty hein. Baqi har trader ki apni choose hai ke wo kis time trading easily kar skta hai koun ke har kisi ki masrofiat aik jesi nai hoti
          • #6 Collapse

            Dear mery kheyal k motabiq posts + threads day time me best rehty hen.day time 5pm k bad movement bhi bahot taiz ho jati he.nt trading me mery kheyal k motabiq thori susti hoti he.
            • #7 Collapse

              Bhai main app ko batata houn kay forex hay kia - forex main dar asal market aik khaas point pay ati hay to uc ki movement ziada ya kam hjati hay ic ki sab say badi wajah yeh hay kay uc waqt traderss ziada active hjaty hain - aur aik achi harkat dekhnay ko milti hay hmain - wo point ziada tar strong support aur resistence par dekhnay ko milti hay - app aik dafa ic par zaror practice karein
              • #8 Collapse

                Bhi ye hr bande ki apni stratgy hoti he kuch log slow markit mn trading krna pasand krte hn q k markit us waqt bilkul smooth ho chuki hoti he aur bnda easly trading krta he lekin kuch log din ku pasand krte hn q k wo jldi kamana chahte hn aur is market bht tez hoti kbhi kbhi to bht zyada tez ho jati he ye hr bande ki apni choice hoti he
                • #9 Collapse

                  mery khial main day trading ho ya night trading ap dono ko.kamyab kr sakty ho agar ap ko forex trading ki skills p aboor hasil ho ga to jin traders ko forex trading ka mokamml knowledge ya phr experience hota hy to every time forex trading sy earning lety rehty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear friends, trading ka inhasar market ki movement pa hota ha and ap k market analsye karnay pa..sometimes rat ko strong milta ha and sometimes den ko strong signal milta ha..so trading den rat pa nai signal pa depend karti ha..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X