ajeb stretegy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ye to na to loss hota hai apko aur na hi ap ko is par profit milta hai ye to fazool kam hai aisa trade karna acha nahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      salam, bro agr oposite bhi trde laga di hai tu aik traf se profit ho ga dosari traf se loss tu is ka kia faida aap os per he trde lagaen jis ka aap ko yakeen ho k ye up ho ga, mtlb market k analysis ki base per,
      • #48 Collapse

        forex trading main boht si strategies hoti hain aur koi standard strategy nahi hoti hai aap ko apni strategies khud adopt krni parti hain ye bhi aik trha ki strategy hai jis ki bina pr wo profit hasil krtay hain
        • #49 Collapse

          dear user bht achi stratgy hai mager maine aisa abi use nhi kia forex trading mai over clavering sy kam krna nusaan ka sabit hhota hia.
          • #50 Collapse

            dear yeh meary khayal sy tu bht e bakwas tarika hai hmy risk kaam krny k leyeh stoploss uze krna chahiyeh esa koi tarika ni hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat krh tub e kamyab ho skty hain or forex bht savhs kaam bht mennat krna perti hai hmy
            • #51 Collapse

              Ge bilkul ye hikmate amli apnana drust he agar ap ye samajhte hen ke ap ko is trah profit ziyada ho ga to definetly ap ko yahi karna chaie.
               
              • #52 Collapse

                Ge bilkul ye hikmate amli apnana drust he agar ap ye samajhte hen ke ap ko is trah profit ziyada ho ga to definetly ap ko yahi karna chaie.
                 
                • #53 Collapse

                  Sir you telling about hedge strategy so there are many kind of hedge plan that are available at internet but my own knowledge is that this is too much difficult to outcome from hedge.......
                  • #54 Collapse

                    hedging say say app ko sirf loss he hota hai q k app ko trade main hedgeing say kuch b profit ni ho ga loss he miley ga bina information k
                    • #55 Collapse

                      Is strategy sey to profit aur loss key chances kam ho jatey hain lekan agar woh aik hi lot lagayen aur who bhi small volum ki to is main bhi koi haraj nahi hy. . Jab aap dekhain keh aap ko loss ho raha hy to hedging kar lain aur aik lot oppsite laga dain. Yeh to depend karta hy keh aap ki kis had tak learning hy. Jaisa bhi hy aap ney loss sey bachan hy aur profit ko barhana hy. Isi main kamyabi hy.
                      • #56 Collapse

                        han meray bhai jaan manay bhi bhout sai loog daikhe hen joo ajeeb si strategy create kertay hen and bad mai loss kertay hen so unka bhout nuqsaan houjata hai
                        • #57 Collapse

                          yar ye hota hai na bazz dafa aise ajeeb ajeeb lalach bhi apka kam kharab kar skate heen agar ap ko dono sidews se loss ho jae tu apka kam kharab ho jata hai mere khayal se hame is tara ke ajeb ajeb kamo se duur rehna chaiye ta ke ham achi trading karke aik pe hi focus kareen
                          • #58 Collapse

                            bhai forex em khus planing ekrne keu k ju bhe yah epr mehnt kerta hui us ko uska phal bhe milta hai,.is leye forex bhut hea cha kaam hai.,
                            • #59 Collapse

                              G jnab ye bohat acha trick hai jinko loss hi hotaa rehta hia wwo yehi trick zror try karen maza ayeega me bhi aesa krta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                G bhai or jis strategy k baray mai ap bat kr rhay hai usay hedging khtay hai or moslty traders hedging market k trend ko findout krnay k liye krtay hai ya phir tb krtay hai jb market ki situation smj na aa rhi hai.Hedging b kafi achi technique hai market ko understand krnay ki.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X