Kia forex trading kisi bhi choti bari job sy behtar hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex trading kisi bhi choti bari job sy behtar hai
    Jesy ky main rikshaw driver hun jo daily ka near about 1000 tak earn ker leta hun tou kia main isko chor ker sirf forex trading continue ker lon kia mujhy daily ky more than 1000 rupees forex trading sy earning ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex aik bahut acha business hai aur iss mein bahut zayada faida hai lakin iss kay lye bahut zayada mehnat karna parti hai warna iss mein loss bhi bahut zayada hai iss lye iss kay sath sath aap ko kuch na kuch zaroor karna chahyea aur forex jitna easy nazar ata hai itna hai nahin
    • #3 Collapse

      Dear rukshaw driver forex trading aik bahut hi asha aur profitable buisness hy ap yahan se bahut ziada earn ker sakty hn lkn forex bahut ziada mehnat talab prifession, ap is ko as a part time job ke tour per ker sakty hn ap kehty hn ke main 1000, earn ker sakta hon ap forex se daily is se kahin ziada earn ker sakty hn lkn ye bat bh ap ko zehan main rakhny ho ge ke forex aik risky buisness hy is main ap apny investment bh loss ker sakty hn
      • #4 Collapse

        G nahi dear job ki apni ehmeyat hoti hay traders ko jobs key sath forex trading business ko be join karna chaye, agar job na ho aur business me be loss ho jaye to esy time me aam zaroreyat e zendagi pori karna mushkil ho jata hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai forex kisi bhi choti bari job se behtar tou hai lakin iss kay zaroori hai kay humain aik hi cheez per depend nahin karna chahyea balkay humain forex kay sath koi chota mota aur bhi business continue rakhna chahyea

          اب آن لائن

          Working...
          X