Asay konsay factors hain jo trading pe affect hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asay konsay factors hain jo trading pe affect hotay hain
    Dear members ye bohat zaroori hay kay har trader ko maloom ho konsay asay anaasar hain jo trading ko mutaasir kartay hain.
    1-lack of knowledge and skills
    2- lack of best planing
    3- greeedy while trading
    4- become emotional
    5- thinking about big levels and ignorance perfect small levels
    6- do not think about risk award before opening planing.
    7- do not use correct method of analysis
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
    Dear members ye bohat zaroori hay kay har trader ko maloom ho konsay asay anaasar hain jo trading ko mutaasir kartay hain.
    1-lack of knowledge and skills
    2- lack of best planing
    3- greeedy while trading
    4- become emotional
    5- thinking about big levels and ignorance perfect small levels
    6- do not think about risk award before opening planing.
    7- do not use correct method of analysis
    trading pai traders k bohat sy matters effect krty hain jesa k trades trade krty hoy drty hai ya phr jab trade krty hain to us sy pehle analysis nahi krty ya phr market k trend ko watch kiye bna he trade laga daity hain jis ki wja sy unko loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Forex trading main trading p jo cheezain ap ny betai hain wo waqy e trading p bahut ziada asar andaz hoti hain in sary bed annasir sy bachna chahiy aur hm sab ko forex trading main trading krty hovy in sy bachna chahiy tab hi hm forex trading main loss sy bach sakty hain aur aik achi trading kr sakty hain
      • #4 Collapse

        Dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k ais mai ye faida hai k hum ko agar ais ki practice karty hai to aus mai hum baad mai loss se bach sakty hai ais liay hum ko agar sab kuch phly se pata ho to asani ho jati hai.
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bht achi baat batayi hai in main say do ehm cheezain Jo hain woh hain lalach PR control or sabar say kaam lain air jaldbaazi nan Karen aur apnain main say ignorance khatam karen
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat bilkul theek hay is may koi shak nai k forex trading may ye sab bate boht effect karti hay so humay cahiay hum trafing karte waqt ache analysis kary apne emotions par control kary greed bilkul na kary aur market ko ache se samjh kar trade kary tabhi hum aik ache trader ban sakte hay
            • #7 Collapse

              Ham har time yehi soch rahy hoty hain k kiya wajha huo hmain loss kun hua. Lekin ma ye samjhta hun k hamko ab strategy change karny ke zaroorat hai. Kun k ham hmesha loss wali trades open rakhty hain aur profit wali jaldi close karty hain.
              Jo aap ny point likhy hain ma un se agree kar raha hun lekin saath sathh hamko abi apny aap ko improve karny pe real work karna pary ga aur planning long term k ly karni hoge.
              • #8 Collapse

                bhai ap ne jo point likhy he wohi trading ki basics hen.agar en pe empliment kya jy to trading men kabi nuqsan na ho ye tamam baten janty howe bhi en pe emplimen na karny ki kea waja ho sakti hy.zyada ghour es bat pe karna chahye.
                • #9 Collapse

                  Good said humay chaiye hum dekhen k aik achay trader mei kya qaulities hoti hain aur hum mei kya qualities hain aur kya khoobiyan kyun k ye learning knowledge skills planing ap ney correct kaha ye agar humaray paas nai tou ye sab chezon ki wajah se humay kamyabi kasay milay gi lehaza humay mehnat krk inka hasool karna chaiyebtakay trading perfect hojay
                  • #10 Collapse

                    ma ye samjhta hun k hamko ab strategy change karny ke zaroorat hai. Kun k ham hmesha loss wali trades open rakhty hain aur profit wali ny betai hain wo waqy e trading p bahut ziada asar andaz hoti hain in sary bed annasir sy bachna chahiy aur hm sab ko forex trading main trading
                    • #11 Collapse

                      g bhai jan mn ap ki bat s mukamal agree kerta hn kih trading kertey wqt in bad asrat ko madey nazr rakhtey huey trading kerni chahiye or purey knowlegde k sath or experience k sath trading start kerni chahiye is s hum trading mn successful ho saktey hn
                      • #12 Collapse

                        Ap ne jo bhi fector batay bilkul sahi ha .Forex trading main trading p jo cheezain ap ny betai hain wo waqy e trading p bahut ziada asar andaz hoti hain in sary bed annasir sy bachna chahiy aur hm sab ko forex trading main trading krty hovy in sy bachna chahiy tab hi hm forex trading main loss sy bach sakty hain aur aik achi trading kr skty hyn.
                        • #13 Collapse

                          har time yehi soch rahy hoty hain k kiya wajha huo hmain loss kun hua6 Lekin ma ye samjhta hun k hamko ab strategy change karny ke zaroorat hai. Kun k ham hmesha loss wali trades open rakhty hain aur profit5 wali jaldi close karty hain
                          • #14 Collapse

                            Bhai AP ne to but achi bt ki aj wo wo chezain btaye Jo trading per bht asar andaz hoti hai is sy bht acha experience hota hai or insan confidence k sth acha work KR skta hai isk indirect koi agr Kam kre gy to wo phr acha asar nai laye gi lehaza behtr hai Jo AP ne chezain byayi usi per focus kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han ap nay yeh jo chezainy batai hain bilkul theek hain yeh bohatbzada asar andaz hoti ha is kay ilawa trading pyscology b bohat zada effect hoti ha hum jub trading karay to apnay ap ko normal zone me rakhay hum jub market me analysis karay to sirf or sirf apnay rules ki manay apnay emotional ko aik side rakhay humainy apnay targit tak sabit qadam rehna chahiey lalach se bachaybor money management kay begair trading nehi karni chahiey fear b bohat bara factor ha jo hamari trading par asar andaz hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X