loss kr k aap nahi apni galti se sekha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kr k aap nahi apni galti se sekha?
    bhai yah to hum ko pta hai k loss hun ko apni mistake ki waja sy he hota hai kosh trader ko pta chal jata hai loss hony k bad k on ki galti khan pr thi or kosh trader yah sochty hain k galti maro nahi man ny thek trade lgai hai galti market ki hai jis ny mujy loss kua to Bahi loss jb hota hai to kua aap apni galti manty hain? or kua aap woh he galti bar bar to nahi krty
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
    bhai yah to hum ko pta hai k loss hun ko apni mistake ki waja sy he hota hai kosh trader ko pta chal jata hai loss hony k bad k on ki galti khan pr thi or kosh trader yah sochty hain k galti maro nahi man ny thek trade lgai hai galti market ki hai jis ny mujy loss kua to Bahi loss jb hota hai to kua aap apni galti manty hain? or kua aap woh he galti bar bar to nahi krty
    Bhai mai apko batana chahta hun k k kisi hadd tak apki baat bilkul sae hy q k aisa daikhny mai aaya hy k loog apni galti ki waja sy loss karty hain aur blame market par karty hain agar him apni galti ko note karoen aur ussy mobile k drafts mai save kar lain to mujhy nahi lagta k him sy aisi galti 2bara hogi q k him ny apni galti ko note kia hoga jisy him gahy bgahy daikhty rahain gy
    • #3 Collapse

      Brothers masla ye a k Ap trading kr rhy hain Ap ka Apna bussniss ni a huge difference between trading and own business. Markeet k sath ap ne chalna a Na Markeet Ap k sath chaly ge. Ap ko loss b o ga aur profit b ab ye ap le abilities hain k Ap Kitny read kr skty o Markeet ko,ap menhat kary result ap ko mily ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
        Brothers masla ye a k Ap trading kr rhy hain Ap ka Apna bussniss ni a huge difference between trading and own business. Markeet k sath ap ne chalna a Na Markeet Ap k sath chaly ge. Ap ko loss b o ga aur profit b ab ye ap le abilities hain k Ap Kitny read kr skty o Markeet ko,ap menhat kary result ap ko mily ga
        jee bhai is business man loss bhi hota hai or profit bhai aap ki bat thek hai ho trader is market ko zuada asha samjta hai or asha knowledge rahta hai woh zuada asha profit bna skta hai is luy phly to hum ko o's business ko samjna chaye o's k bad hum ko profit mily ga
         
        • #5 Collapse

          Dear agar asal baat ki jaye to hum ais market mai jab bhi koi ghalti karty hai to aus mai ye hota hai k hum ko pata bhi hota hai k hum ne kon si ghalti ki hai magar phir bhi hum apni ghalti sahe ni karty ais liay hum ko sekhna chaye jo k hum sekhty ni hain.
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain bht achi information share ki hai aap nain koi bhi business karnan hai to behtar hai aap is k do pehloo sekhain loss or profit ho jaye to is PR sochain k loss kis wajah say hoya hai aur profit kiss wajah say aur nest time loss say kesay Bach saktay hain yeah aik acha businessman ki nishani hai
            • #7 Collapse

              bhai apki bat theke he lekan loss aur profit ye donu busness ka hisa hen.aur trading men loss ho jana koi bari bat nhe hy.agar loss apki apni galti ki waja se howa hy to try karen k dobara esi galti na ho aur kabi kabi to bad luck ki waja se hota hy jo k ap ky ekhtyar men nhe hy.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein jab kise ko loss hota hy tu apni hi mistake se hota hy aur forex trading business mein acha trader wo hi ban sakta hy Jo apni mistake ko dekh kar us cover karta hy aur us galti ko bar bar nhi karta tab hi wo forex trading business mein acha trader ban sakta hy aur acha profit earn kar sakta hy
                • #9 Collapse

                  je ap logo ko forex ke trading main jab bhe lose hota hai ap ke apni mistake hoti hai kun ke ham log market ke movement ko watch nh krte hain or trading start kr dete hain jis ke waja se hame forex ke trading main bht hi zida lose ho jata hai es liye hame market main enter hone se phele market ko achi tara se check kren or us ke bad trade kren tu zida better hai
                  • #10 Collapse

                    Dear friends, main forex main new hn..main filhal posting kar raha hn...maine ubi trading start nai ki...trading start krnay pa agar muje loss bi aey ga to main apni mistakes ko talash karon ga aur us se sabak hasel karon ga ta k future main loss na ho
                    • #11 Collapse

                      hum say galti ho jeti hain, hum trading main loss karn leta hain ya sirf hum jaldi main karta hain , agar hum jaldi na karn tu hum loss say becha sakta hain , mistake tu hir banda say ho jeti hain lakin hum ko chah k phr say app asi mistake na karn js say app ko loss ho or app loss ki taraf je
                      • #12 Collapse

                        recovery k liye mehnat karo plan karo ap ko is business ko sabse pehle samajhna hai aur isliye aap ko sabse pehle learning par focus karna hoga na ki earning par agar aap learning par focus karenge toh aap future mein earn kar sakenge bhai ji nahi toh aap struggle hi karte rahenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss kr k aap nahi apni galti se sekha?

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss sy bad zada thence nahi hona chahey hamy next time apne galtiyo ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum apne galtiyo sy learning hasial kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: loss kr k aap nahi apni galti se sekha?

                            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss kr k aap nahi apni galti se sekha?

                              Forex trading main jab trader ko loss hota hay to trader us say seekhta hay ager wo apni us ghalti ko talash ker kay us ka koe hal kerta hay to. lakin ager trader loss kerta hay aur apni ghalti ko kabi bhi talash nahi kerta to wo kabi bhi forex trading man expert nahi ho sakta chahye wo jitna bara marzi loss ker lay.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X