loss se lesson ,,
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se lesson ,,
    Wo kehte hn k ,girte hn shahsawar hi maidan a jang mn ,,,to agar ap ko kabi loss ho jata ha aur ap ki investment zaee ho jati ha tu ap ko dilbardashta ni hona chahie ap ko apni mehnat aur barha dainai chehie aur apne skills level ko improve kar k mazeed trade lagana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhaai jaan maain ao sy aagree kerta ho k jo aqal mand log hoty hy wo loss sy baahoot kuch seekhty hain aor next time k liay mohtaat ho jaty hy isi traah forex main b humy chaheay k jb humy loss ho to koi na koi sabiq seekhy aor dobara wo galtiya na kery jis sy loss howa tha, app sub b apna knowledge share krain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
      Wo kehte hn k ,girte hn shahsawar hi maidan a jang mn ,,,to agar ap ko kabi loss ho jata ha aur ap ki investment zaee ho jati ha tu ap ko dilbardashta ni hona chahie ap ko apni mehnat aur barha dainai chehie aur apne skills level ko improve kar k mazeed trade lagana chahie
      forexx trading main har traders ko loss hota hai laikin jo traders apny lloss sy learn krty hain wo achy traders bna skty hain forex trading aik aisa business hai jis main traders jitna ziada learn krty hain wo utny he achy traders bn skty hain
      • #4 Collapse

        Har acha trador apny loss se sikha hai q k hmara har loss hmary liye learning ka basis bnta hai es loue hmain chahye k him jub b loss ho tu dip brdashta nhi hona chahye is loss ko cover karny k liye zeyda mahnat karni chahye q k jub him aysa karty hain tu hmari learning mn bhi izafa hota hai or him dobra OSI galti ko dohraty nh hain ayse him Sikh jaty hain or
        • #5 Collapse

          loss se lesson lena chiaye next wo ghaltiyan repeat na karain loss part ha forex business ka, but hum loss ko apni trade ko protect kar kay trading kar saktay hain, jes kay liay humain always first analysis karna ho ga and trade analysis kay mutabiq open karna chayie,
          • #6 Collapse

            Forex trading business mein wo trader kaamyaab trader ban sakta hy Js ko forex trading business mein loss hota hy aur wo is se sabak hasil karta hy kiok forex trading business mein loss kise mistake se hota hy aur agr hum us mistake ko cover kartay han aur us mistake ko bar bar nhi kartay tu hum loss se bach saktay han aur profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko jab lose hota hai tu ham us sa bahut kuch seekhta han ham apni mistakes sa bahut sara knowledge aur experience hasil krta han
              • #8 Collapse

                forex man loss first step of trading ha ic say trader ka profit stage ki taraf pehla step hota ha oc k baad loss aik routine bun jatta ha jis say trader tang aa jatta ha or learning k liye idher odhar ghoomta rehta ha.
                • #9 Collapse

                  kisi shayar ny kya khoob farmaya hai "TANDIY-E-BAAD-E-MUKHAALIF SY NA GHABRA AE UQAAB YE TO CHALTI HAI TUJHY OONCHA URANY K LIY" aur is market ki BAAD-E-MUKHALIF loss ka factor hi hai is liy loss ki soorat mein hamain ghabrana nhi chahiy bal k us sy mazeed seekhna chahiy
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto forex trading ma agr ap ko loss ho jta hy to ap ko os loss sy dil bardashta ni hona chy Bilkay ap ko chy k ap os loss sy sbak sheky or phr sy mhenat sy kam kry or ap aisy aik din zroor bry trader bany gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se lesson ,,

                      forex mai loss sy hum learning hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X