kafi zada options milti hain humy mt4 main trading time frames kay bary main laikin is main market ka trend jis main sub say zada strong hota hai ye usi tara say hai jis tara say time barta jata hai agar hum M5 ki baat krty hain to ye scalping krny main madad kr saqta hai laikin is main long term ki trading ko krna hai to pher H1 ya H4 ya daily chart hi asal main market kay trend ko study krny ka real method hai or isi ki support or resistance kay level say market ka trend maloom hota hai kisi b level ko market itna zada jaldi say nahi torti hai jub tak is main pressure news ka zada nahi hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим