Up Trend
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Up Trend
    Highs level ka aik silsla har aik kamyab chotti jis ki mzahmat pehlay say ziada hona zaroori hay aur high levels ka aik sillsla jis main ha aik musalsal girty support say qabal pehlay say ziadsa hona zaroori hay esko hum es chart say samjh sakty hay
    Click image for larger version

Name:	up trend.jpg
Views:	2
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12461913
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear apny is pics se kafi members ko sekhny ka moqa mily ga k kis tara market up trend bnati hy k hr any wali phly wali candel se high hoti vmchli jay to usko hm up trend khty hyn
    • #3 Collapse

      market main jab price move karti hay to is main kafi trends dykhny ko milty hain humain agr success hhasil karna hay to is kay liye hard work karna ho ga kun kay kabhi trends up hopty hain or kbhi down hoty hain so in ki stratgy ko smjh kar kay market main kam karna ho ga ta kay kam karn humary liye asan ho
      • #4 Collapse

        g bhai jan app nay yeh bht achay say explain kia main app ko batana chahta houn jab yeh up trend khtm hoga uc waqt ki kia nishaniyaan hain - sab sa pehlay app ko chhaye kay app RSI ka indicator apnay chart main insert karein aur dekhein higher high ko aur RSI main bhi higher high hona chye - agar price higher high bnaye lakin RSI na bnaye to samjh lena market wapis anay wali hay aur app short lay skty hain pattren kay bad
        • #5 Collapse

          trade main kam karty hain to is main trends ko follow kar kay kam karna ho ga jis ki base say market ko smjhna humary liye asan ho sakta hay is main trends main movment hootih ay jab trade main trends ko follow kar kay k am karna ho ga jis magr news ko avoid karna humary liye risk ho sakta hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            trends ko follow kar kay kam karna kafi aham hota hay humain is ko ignore nai karna ho ga is main hard work karna ho ga practice karna ho gi kun is main trneds up jaty hain to is main down b hoty hain har aik kay bary main learning kar kay kam karna ho ga ta kay market ko understand karna humary liye asan ho sakay
            • #7 Collapse

              chart main show honay wali ye aik ayse lyhar hoti hay jo kay musalsl oper ki trf jati hay jis main ye hota hay kay market main canldes oper ko traf bnti hay yene kay is main kabhi nichy ko move hota hay magr is ka rujhan or tendecy oper ki hi trf ziada hoti hay is tara ki lyhar ko up trends b kaha jata hay
              • #8 Collapse

                bhai ap ny boht achi post ki hai or kafi informative bhi hai es liye hmain apni trdaing main hmaisha jub trend hugh movment main ho tu tab trdaing karni chhaye es se yah hota hai k hmari trdaing main acha profit mil jta ahai or loss k cahnces bhi kam hoty hain yah trend risky bhi hota hai es liye nalsye kar k trdaing karni chahaye
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main hmain market k trend ko follow kar k trdaing karna hoti hai jis k liye hmain market ko nalsye karna hota hai forex trdaing main jub trdaing ki jati hai tu jis trend main situation high hoti hai yani k up hoti hai os trend main achi trdaing ki ja skti hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main jo up trend hota hai os main jo market ki moving hoti hai wo pechli moving se gahy ko move kartui hoti show hoti hai jsi ko hum up trend kahty hain es main hum asani se trading k liye market ko alsye kar skty hain ayse tend main tradng karen tu acha proft mil jata hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X