advice for new member

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    G agr ap forex trading business mein new trader han tu ap ko forex trading mein learning hasil karni hy tu ap sab se pehly forex trading mein js broker par trading karty han us mein demo account open karain aur us par practice karain kiok demo account par practice kar k forex trading ki learning aur experience hasil Kar saktay han aur forex forum se bhi learning hasil Kar saktay han aur kise achy trader se bhi learning hasil Kar saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      agar hum new hay forex trading main to humay chahiey keh esmain ziada say ziada learning karen kyun keh ziada learn kar kay aur demo account par practice kar kay humari trading bohat achi ho sakti hay
      • #198 Collapse

        new traders ko chahye keh wo forex trading ko achi tarah learn karain.. is forum main ap ko seekhny k liye bahut kuch mily ga..jo learn ko us ko demo account per practice karain.. waqt k sath sath ap ki learning ho gi.. aur sb sy aham bat greedy na hon..
        • #199 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehmood670 پيغام ديکھيے
          dear senior members of Pakistan Forex forum, i am a new member of forum so please advise me to learn the forex trading in best way.:cool:
          Main you traders ko kahunga Tivo demo account mein jyada Se Jyada trade kare aur Jyada investment Na Kare bol ke Saman investments a real account ko start kare
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #200 Collapse

            Ap nay acha sawal kea ha. Daikhain dunia main koi bhi kaam sekkhnay k leay shoq honi chaheay sb say pehlay apnay andar shoq paida karin us k bad net pat kafi sari vidoes available hain forex k related forex ki basic ki seekhain aur demo account pay practice krain i hopo you will learn about forex very soon.
            • #201 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother main aap ke y khana chahta hu kay aap demoo say practical krain agr demoo say nhe krty too forex forum say practical krain
              • #202 Collapse

                dear new forum member ap ke liy ye advice hy ke pehly ap demo per practice kro for a long time is tara ap ko experience mily ga knowledge hasil ho ga ap ko skills milin ge ,forex news ko read kro ap ko market ki movement ka pta chly ga ,in tamam factor per tawaju kren to ap jald hi forex seekh jain ge
                Signature removed by moderator
                • #203 Collapse

                  acha tradear bnnay k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab ihi hum sucess ho sakty hain aur market main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur loss kam ho saky ga
                  • #204 Collapse

                    Re: advice for new member

                    is forex main rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum run karein gay aur markt main knnwldge acha ho ga ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main earning ho saky gi
                    • #205 Collapse

                      Re: advice for new member

                      market main is k bary main planing karein gay ta k loss kam ho aur is main new member ko chahye so hamain is k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain ta k earn ho gi
                      • #206 Collapse

                        Re: advice for new member

                        New member k liay kuch advices hain kaisy....
                        1.Learning first
                        2.knowledge
                        3.practise on demo account
                        4.Read seniors posts
                        5.Get tips from seniors
                        6.Read carefully rules of forex
                        7.Market analysis
                        8.Cool mind
                        9.Positive thinking
                        Brothers ye wo sub advices jo new members k liay hain
                        • #207 Collapse

                          Re: advice for new member

                          is forex main new trader banany k liye learning karni ho gi ta k achi trade karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum run karein gay aur is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain
                          • #208 Collapse

                            Re: advice for new member

                            Aslam o alikoum dear aap nay acha sawal kya hai main aap ko y khana chahata hu kay aap sirf aur sirf Forex trading ko demo say practical krain jitna aap acha practical krain gay aap ko utni achi zeada earning hasil ho gei
                            • #209 Collapse

                              Re: advice for new member

                              aap ko is ma start lanay sa pahlay aap ko is ma demo account ma parctice karne cahay our aap ko is ma forum kay rules ko follow karna cahay is ma aap ko har cheez kay bary ma knowlged hasil ho ge is ma aap ko mahnat karne cahay is ma aap ko kio be aik mstak nhe karne cahay q kay jab aap is ma mstak kary gay to aap ko is ma loss ho ga is liay aap ko is ma mahnat karne cahay our is ma knowlged hasil karne cahay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Re: advice for new member

                                sab new trader ko cahhye is k bary main pahly learning karni ho gi ta k hamain markt main kam kanry main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main rules ko mind main rakh k hi hum real main trade kar skaty hain aur new trader ko chahye is k bary main planing karni ho gi ta k loss km ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X