Trading plan aik hi hona chaye bar bar planning check karna bewaqoofi hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan aik hi hona chaye bar bar planning check karna bewaqoofi hai?
    Is bat ko zain main rakhna chaye ke bar bar planning aur decision change karny se trading per bura asar partavhai aur logon ko apki qabiliat per shak honay lgta hai is ley plan aik hi ho lekin us per apka waqat lgana hona chaye tahke bad main pershani na aye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading trading plan aik bhi ho sakta hai aur usko ham chnage bhi kar sakty hain farz karin app nay ju plan bnaya hai ager uss mai app ko loss horha hai tu app usko update karin aur daikhain k app us mai koi galti tu nahi kar rahy hain iss leay usko chnage kar k mazeed usko behtr bnain tu iss mai ap ka he faida hai.
    • #3 Collapse

      Trading plan aik ke ehlawa aur bhi hi skte hein koun ke bhtr trader wohi hota hai jo waqat aur halat ke lehaz se apni trading planning change karta rahay. Halat aik jesay nai rehty aur online business main tu har waqat changing ati rahti hai aur waqat ke sath khod ko bhi change karna parta hai
      • #4 Collapse

        ji ma ap ki bat se itfaq karty hon k ap ko waqt ke sath or markeert ke hisab se ap ki planing change honi chahiye take ap ko ziada nuqsan na ho q ke halat har waqt ak jase ni rahty or khas kar online business me to har waqt khatra rahta ha k kanhi markeet tazz na ho jay ya slow na ho jay trading to markeet k hisab se hi lagani party ha ma to samjty hon k jo waqt k sath apni planing change ni karta wo pagal ha or apna nuqsan kare ga haman waqt ke sath kam karna chahiye
        • #5 Collapse

          g bilkul ap thek khy ray ho kaun jo bhe bnda km karey tu is mn sb sy tu pehly wo plan karey or phr is tarah sy karney sy boht faida hota hy or jo bnda agr koi new plan karey or phr ...........
          is ko noqsan bhe hota hy profit bhe nhn por is jo bhe ho sb sy pehly is ko achi tarah plan kr ly........
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
            Is bat ko zain main rakhna chaye ke bar bar planning aur decision change karny se trading per bura asar partavhai aur logon ko apki qabiliat per shak honay lgta hai is ley plan aik hi ho lekin us per apka waqat lgana hona chaye tahke bad main pershani na aye
            bhai main aapki baat hai bilkul agri Karta Hoon ke Hame Apna trading clients am Rakhna chahiye Agar number complaint change Karenge to Commission Jyada Denge aur dusra ladki ko sahi se analysis bhi nahi kar Sakenge
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
              Is bat ko zain main rakhna chaye ke bar bar planning aur decision change karny se trading per bura asar partavhai aur logon ko apki qabiliat per shak honay lgta hai is ley plan aik hi ho lekin us per apka waqat lgana hona chaye tahke bad main pershani na aye
              Trading yani k tijarat me ap ne apne faislay kabhi kabhaar change karnay parthay he or strategy be change karnay chahiye us waqt jab profit nahi araha ho or loss ho raha ho
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
                Is bat ko zain main rakhna chaye ke bar bar planning aur decision change karny se trading per bura asar partavhai aur logon ko apki qabiliat per shak honay lgta hai is ley plan aik hi ho lekin us per apka waqat lgana hona chaye tahke bad main pershani na aye
                g dear apny thek kaha hai haman trading plan aik he rkhana chaye agar ham baar baar tradeing plan change krain gy to hamai us sy loss hoga or hamain plan bhi baar baar banan paray ga
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat bilkul theek hay hunay cahiay hum trading main koi bhi aik achi stretige banay aur us par khob mehnat kar k planning k sath kaam j
                  Kare aur bar bar apni trading pkanning change na kare is tarha hum kabhi kamiab trader nai ban sakte aur na hi profit hasil kar sakte hain aur liss k chances zada hote hain
                  • #10 Collapse

                    G han apki bat sahi hai or bht se trador aysa karty hain jub in ki aik strategy kamyab ho jati hai tu WO mazeed k chakron main roz roz apni strategy bna kar chk karty hain tu har trador ko chahye kbjub UN ki aik strategy kamyab ho jati hai tu un ko wohi follow kar kbtrsing karty rahna chahye q k roz roz apni strategy change karna bhi risky hota haj
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g nahi dear agar trading me hamara plan fail ho jata hay aur hamy esi planing se loss ho jaya hay to apni trading planing strategy ko change kar dena zarori ho jata hay kesi 1 trading plan par depend nahi karna chaye agar ham esy karty hey to ye hamari mistake ho gi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X