Aoa. Dosto mera abi itna zayda experience to trading main nahe hua hay lekin main yeh keh sakta hun k mujhy loss hony ke wajha samajh aa gai ha. Jo zayda tar logon k sath hota ha wo masla ye ha k
Market kisi bhe news ya peak hours main bht zayda move karti ha. Aur jab market kahin ja k rukti ha to ham samjhty hain k yahan se reverse aay ge aur ham wahan apna order market k reverse hony ke umeed ma laga dety hain. lekin hota ye ni ha aur hamain ya to loss hota ha ya bht din hamara account phnsa rehta ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим